Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Tanhai hussain ki

Ameer Hassan Amir · 2017

Tanhayi Hussain Ki*4Zainab Se lipat kar kehti hain tanhayi Hussain kiEk Din Me Duniya Ujad Gayi Hai Bhai Hussain ki1)Do boondh bhi Paani dena saka mai apne godh ke paale koMitti me sula kar aaya hun jhule me khelne waale koDil khol ke banu kar himmath *2afzayi hussain kiTanhayi Hussain KiZainab Se lipat kar kehti hain tanhayi Hussain ki*22)Akbar ke chaandh se seene me mere saamne naiza utargayaBattees baras ka bhai mera haaton ko kata ke guzar gayaKyun mouth bata sooni kardi*2angnayi hussain kiTanhayi Hussain KiZainab Se lipat kar kehti hain tanhayi Hussain ki*23)Abid ka sahara banjaana beemar hai tum pe zaahir haiMath hona sakina se gaafil zainab ye salaam e aakhri haiAawaz behen ke kaano'n se *2takraayi hussian kiTanhayi Hussain KiZainab Se lipat kar kehti hain tanhayi Hussain ki*24)Maidan me thokar kha khakar girtw Hai kabhi uthjaata haiHar Ek khadam par rorokar shabbir yahi farmata hainTum legaye aye beta akbar *2beenaayi hussain kiTanhayi Hussain KiZainab Se lipat kar kehti hain tanhayi Hussain ki*25)Bochaar huwi hain teeron ki zakhmon se khoo'n tapakta haiEk pyaasa musafir hasrath se maidan me har su takta haiLaashon ko sadayein deti hai *2maajayi hussain kiTanhayi Hussain KiZainab Se lipat kar kehti hain tanhayi Hussain ki*26)Jab pusht e farsh se girne laga ahmed ka nawasa maqtal meRehrehke sadayen deta tha abbas ko pyaasa maqtal meAagosh me bete ko lenemaa aayi hussain kiTanhayi Hussain KiZainab Se lipat kar kehti hain tanhayi Hussain ki*27)Zainab ne na socha tha ek din taqdeer pe sitam ye dhayengiPardes me meri aankhon ko aisa manzar dikhlaayengePishaak talak lejaayengebalwaayi hussain kiTanhayi Hussain KiZainab Se lipat kar kehti hain tanhayi Hussain ki*28)Banti thi kafan khake sehra har zakhm tha taaza pyaase kaKaandhe ko azizon ke tarsa gurbath me janaza pyaase kaPardes me mayyat teero'n neuthwaayi hussain kiTanhayi Hussain KiZainab Se lipat kar kehti hain tanhayi Hussain ki*29)Be sar ka badan deta tha  sada roro ke sakina ay betiSone ke bhi khabil ab na bacha tere baap ka seena ay betiYe dekh ke maqtal me bachichillayi hussain kiTanhayi Hussain KiZainab Se lipat kar kehti hain tanhayi Hussain ki*210)"Akhtar" ye tasawwur mushkil hai kis haal me wo beemar jiyaSajjad ne "aamir" ye sach hai dil bhar ke kabhi paani na piyaJab jab bhi kabhi paani dikhayaad aayi hussain kiTanhayi Hussain KiZainab Se lipat kar kehti hain tanhayi Hussain ki*2Tanhayi Hussain ki*4

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.