Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Taweez - Maula Qasim

Shahid Baltistani · 2020

Ya Hasan, Ya Hussain..(4)Aye mere bhai hussain..(2)Aye maa ke dulareBaba ke laadle..(2)Taweez mein hasan ne yeh rokar likha hussainrokar likha hussainQasim ko karbala mein..(2)nahi rokna hussain.. hayeHaye qasim, haye haye qasim..(2)Taweez mein hasan ne yeh rokar likha hussainrokar likha hussain1. Akbar ko isse pehle naa, maqtal mein bhejna..(2)nana ka de raha hu..(2), tumhe waasta hussainHaye qasim, haye haye qasim..(2)Taweez mein hasan ne yeh rokar likha hussainrokar likha hussain2. Lauta do aaj bhai amanat mujhe meri..(2)tumne bohot khayaal..(2), rakha shukriya hussainHaye qasim, haye haye qasim..(2)Taweez mein hasan ne yeh rokar likha hussainrokar likha hussain3. Marne ki tumne isko ijazat na di agar..(2)ghut ghut ke mera laadla..(2), mar jayega hussainHaye qasim, haye haye qasim..(2)Taweez mein hasan ne yeh rokar likha hussainrokar likha hussain4. Dulhan banata kubra ko armaan reh gaya..(2)hojata beta aapka..(2), beta mera hussainHaye qasim, haye haye qasim..(2)Taweez mein hasan ne yeh rokar likha hussainrokar likha hussain5. Kamsin se ladne aajaye jo arzaq sa pehelwaan..(2)Qasim ki jeet ke liye..(2), karna dua hussainHaye qasim, haye haye qasim..(2)Taweez mein hasan ne yeh rokar likha hussainrokar likha hussain6. Ghode tumhari laash pe daudaenge shaqee'n..(2)pamaal zinda hoga..(2), mera laadla hussainHaye qasim, haye haye qasim..(2)Taweez mein hasan ne yeh rokar likha hussainrokar likha hussain7. Qasim ki tooti pasliya'n dekhoge jis ghadi..(2)maqtal mein yaad aayegi..(2), maa Fatima hussainHaye qasim, haye haye qasim..(2)Taweez mein hasan ne yeh rokar likha hussainrokar likha hussain8. Maqtal mein girke maa ko pukarega mera laal..(2)zehmat na dega aapko..(2), qasim mera hussainHaye qasim, haye haye qasim..(2)Taweez mein hasan ne yeh rokar likha hussainrokar likha hussain9. Honge nisha'n sumo ke na maa dekh payega..(2)chehre pe daal dena..(2), tum apni abaa hussainHaye qasim, haye haye qasim..(2)Taweez mein hasan ne yeh rokar likha hussainrokar likha hussain10. Sajjad aasuo'n se tha akhir mein yeh likha..(2)laasha uthane bete ka..(2), khud aaunga hussainHaye qasim, haye haye qasim..(2)Aye mere bhai HussainAye mere bhai HussainBaba ke laadle

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.