Aye bhayi mai toh doshe nabi ka makeen thaAye bhayi mai toh Fathima ka mahjabeen thaAb aisa waqt aagaya aye mere baawaafaTeeron ke aasmaan se bhaiya utaar leGhode se girke shaaha yeh dete rahe sadaTeero ke aasmaan se bhaiya utaarleTakleef mai hussain haiTakleef mai hussain hai aye mere bawafaTeero ke aasmaan se bhaiya utaarle1. Zeen E Faras se girkar zameen tak na mil sakiAmma uthaye haathon ko faryaadi bangayiKehti hai aa Hussain meri godh me zaraTeero ke aasmaan se bhaiya utaarle2.Teero ke aasmaan pe zakhmi hussain haiTashna dahan akhi hai kahan iskk chain haiUljha huwa badan hai mera waaye ghurbata3.Akbar ki laash uthaayi tum aaye nahi akhiAb khatm hone waali hai sarwar ki zindagiZaanu pe sar ko rakhle alamdare karbala4.Amma uthaaye haath yeh kehti hai nooore ainKehti hai aa aye laal mere hussainBete ko uske maa se milaade aye bawafa5. Yeh lamhai aakhri hai hamari Hayat kaDo boondh paani tum hee pilado furaat kaSukha hee kat na jaaye gulu e shahe huda6. Abbas aao teero se mujhko utaarloKabse bula raha hoo mai imdaad toh karoAaye bhayi apne bhaayi ka todo na aasra7. Shabir ke gale pe churi chal gayi ke basAashoor ke ajeeb qayamat hui ke basEk bhayi apne bhayi se kehta hee reh gayaTeeron ke aasmaan se bhaiya utaarle9. Halqe shahe huda pe mubarak churi chaliRehan kya sunaaye qayamat guzargayiKehta huwa chala gaya dilbande fathima
Teeron Ke Aasmaan Se Bhaiya Utaar Le
Mir Rehan Abbas · 2022
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.