Ya husaina husaina husainagir gir zamee pa teero pa thehra jo jisme shaahYa husaina husaina husainamanzar ye dekh rote rahe saare ambiyabesakhta ye nara e takbeer ne kahatera sadqa husain..(4)husain husain husaintera sadqa husain..(4)Ya husaina husaina husaina1. Roti rahi namaz musalla bhi ro padapyasa husain zeen se jab khaak par girasar ko kata ke kardiya baland la ilaaharshe bari se khaliq e akbar ne di sadatera sadqa husain..(4)2.Apne karam se rasme karam kar karam kiyatune wo mezbaan ka haq hai adaa kiyakarbobala ye kehti hai shabbir shukriyasehra ko tune arsh e mo'alla bana diyatera sadqa husain..(4)3. Aine lailah ki buniyaad hai husainkhaliq jo kar rha hai wo faryad hai husainhur ka zameer aaj bhi sarshaad hai husaininsaan tere dum se hi azaad hai husaintera sadqa husain..(4)4. Haq ko baland karke rukega ye karwaanudti rahegi parcham e batil ki dhajjiyaqabr e batool aaj bhi karti hai ye fughahaq ki baqa ke waste bolegi har zabaatera sadqa husain..(4)5. Binte ali zamee pe giri thaam kar jigarzehra ke dono haath bukai wa nauhagarqurban kar diye hai pisar dono bhai parzainab ye keh rahi thi bayaba me nange sartera sadqa husain..(4)6. Bikhra pada tha azmate tauheed ka quraanbeemar e karbala pe ajab tha ye imtehanpehlu me saath jiske sakina thi neem jaannaize pe sar husain ka dekha to di azaantera sadqa husain..(4)7. Binte ali ne sabr ka har imteha diyaankho me ashk aaye to ashko ko piliyakufa ki shahzadi ne paidal safar kiyaraahe khuda me jo diya ye soch kar diyatera sadqa husain..(4)8. Yawar har ek ghum ka madawa hai ya husainmomin ki zindagi ka asasa hai ya husainqur'an e karbala ka khulasa hai ya husainkhaliq jo padh raha hai wazifa hai ya husaintera sadqa husain..(4)
Tera sadqa husain
Nasir asghar party · 2013
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.