Ya husaina husaina husaina..(4)Kuch bhi bacha na tera magar deen bachgayazehra ke laal tune to hairan kar diyaYa husaina husaina husaina..(2)Kuch bhi bacha na tera magar deen bachgayazehra ke laal tune to hairan kar diyasar ko kata ke kar diya baland la ilaahlashe pe tere roke ye kehne laga khudatera sadqa husain..(4)1. Mai janta hu tu hi mera kaar saaz hiamere samet nabiyo ko tujhpar hi naaz haiYa husaina husaina husaina..(2)Mai janta hu tu hi mera kaar saaz hiamere samet nabiyo ko tujhpar hi naaz haiNaize ki nok par bhi tu hi sarfaraz haidono jaha me raej ye meri namaz haitera sadqa husain..(4)2. Sanke baja diya hai jo parwardigar kesehra ki garm ret par sajda guzar neYa husaina husaina husaina..(2)Sanke baja diya hai jo parwardigar kesehra ki garm ret par sajda guzar nekhanjar tale abbas bhai ko pukar kekhaimo se aae bayn har ek pardadar ketera sadqa husain..(4)Tere qirdaar se ae doshe mohammad ke makeeizzat e ambiya baqi hai qura baki hailashkare shaam se aati thi sadae paihambhejo shabbir agar koi jawa baqi haishabe ashoor guzarne pe jo ummat ne suniaaj bhi shakl e payambar ki azaa baqi hai3. Mar kar husain aapne jina bacha diyadooba tha zulmato me safina bacha diyaYa husaina husaina husaina..(2)Mar kar husain aapne jina bacha diyadooba tha zulmato me safina bacha diyadekar jawan bete ka seena bacha diyakya kya na tune shahe madina bacha diyatera sadqa husain..(4)4. Khaimo se aa rahi hai bayat waqt ye sadahum lut gaye hai dasht me mazloom e karbalaYa husaina husaina husaina..(2)Khaimo se aa rahi hai bayat waqt ye sadahum lut gaye hai dasht me mazloom e karbalakubra ka taaj loot ke ghut marna ashkiyadeene khuda bachalo lut kar meri ridatera sadqa husain..(4)5. Tapti hui zamee ko musalla bana diyatune husain deen awalla bana diyaYa husaina husaina husaina..(2)Tapti hui zamee ko musalla bana diyatune husain deen awalla bana diyasajda azeem taur pe allah bana diyais dasht e nainawa ko mo'alla bana diyatera sadqa husain..(4)6. Zikr e husain ain ibadat khuda ki haihafzaal aaj karlo ziyarat khuda ki haiYa husaina husaina husaina..(2)Zikr e husain ain ibadat khuda ki haihafzaal aaj karlo ziyarat khuda ki hainauke sina pe jaari tilawat khuda ki haiteghe jafa ke neeche shahadat khuda ki haitera sadqa husain..(4)
Tera sadqa hussain
Daniyal · 2013
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.