Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Teri ummat ne mere dar ko jalaya baba

Waqas Haider · 2022

Baba baba... baba baba, haye babaTeri ummat ne mere darr ko jalaya baba..(2)Phir wo jalta hua darr mujh pe..(2), giraya babaTeri ummat ne mere darr ko jalaya baba..(2)1. Baith kar padhti hu mushkil se namaz e shab bhiphir bhi abbas ki khilqat ki dua bhooli nahijab bhi zakhmi hue hatho'n ko..(2), uthaya baba2. Laut kar aayi to chehra bhi mera zakhmi thameri zainab ko meri peshi ka pehla nauhamere baalo ki safedi ne..(2), sunaya baba3. Kaunsa darr hai jaha'n aap ki beti na gayibaat sunna to kuja, yu hui izzat merikoi darwaze se bahar..(2), nahi aaya baba4. Le chale qaidi bana kar jo Ali ko dushmanmaine chhoda nahi haider ki aba ka daamantaziyano ne magar mujhse..(2), chhudaya baba5. Zakhmi halat mein bhi dehleez se bahar aayiaur aliyun waliullah bacha kar laayiahad jo maine kiya tha wo..(2), nibhaya baba6. Arsh aur farsh pe mohsin hua kohram bapajis ghadi ro ke wilayat ki shahida ne kahamujhko has has ke zamane ne..(2), rulaya babaTeri ummat ne mere darr ko jalaya baba..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.