Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Tu hai bada rehman

Nadeem Sarwar · 1994

Aoozu billahe minash shaitanir rajimBismillah hir rahmanir rahiymAr-rahman allamal quran khalaqal insana allamahul bayanYa Rahman ya Rahim…..x3Ya hayyo ya Qayyum, ya Razzak ya AzimAl Nooro Al Mohanniyo Azizo ya Karim,Gaffar tu sattar tu jabbar ya Hakim Quddoos ya Shakur ya Gafooro ya RahimMaula tu bara Rehman ……..x3Tu hai bara Rehman maula tu bara Rehman …x2Ehsan hampe hai tera ay rabbe zuljalalUmmatne uski paida kiya jo hai be misalDukhtar Batul jiski Hassan or Hussain lalLehmo ka lehmi jiska Ali jaisa ba kamalQurano Ahlebait ko tune kiya yakjanAdam se taubeme diya aakhir teri etaatTere karam ke bar tale sare AmbiyaMusa ke haq me nil me rastaa banadiyaMasloob hoke Essa ke labpar thi ye sadaHar dilme tu makin hai kehneko laamakanMeraj par gaye jo Rasule falak janabMaabudo abd me na raha jab koi hijabAllah ne Nabise kiya us gari khitabDarkar kya hai tumko mujhe chahiye jawabBole Rasul bakhshde ummat ko de amaanRabne kaha Adaa karo haqqe payambariJis waqt aaye rahme manzil gadirkiTaqmile din kama hai us waqt ay NabiMaidane qum me is tarah maula huwe AliAkmalto lakum din ka ho jayenga samanZehra ka ghar sitara jo utra to ye khulaMehboob panjetan ko bahot rakhta hai khudaMaktab Hasan Hussain ka ye ghar bana rahaMasnad Nabiki isme musalla Ali ka thaChaukhatpe jiski rehta hai jibrail se darbanIs gharka fard fard kuda se tha hamkalamSajdeme sar Hussainka labpar khuda ka naamKhanjar tale khuda se ye kehte rahe ImamSar teri nazr kartahu ghar de chuka tamamAata hu teri simt mai deta huwa azaanAkbar nisar kar diya Asghar bhi ro chukaAbbas or Kasimo Hur ko bhi ro chukaZainab ke dono bachoko sehra me kho chukaAb daste zulm chadare Zainab ka kya gayaLe dekhle Hussain ke chehre ka imtihanKhaimo se aag aag se uthta huwa dhuwaNanna sa ek jula hai sholo ke darmiyanDaman jala Sakina ka kaise bujaye maaBandhi gayi hai hato me Zainab ke reshmaUjra huwa hai kafela Sajjad SaarvaAayi sada Hussain ki ay kadiro kadirBeti Ali ki meri bahan ho gayi asirBe dast mera bhai hai tu sabka dastagirKufeki shahzadiya kaisi huyi fakirFir bhi mai nouke naiza pe deta hu ye bayan

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.