Azadari MediaAzadari Media

Tum Na Laut Kar Aye

Zulfiqar Ali · Poet: Mir Takallum

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Tum Na Laut Kar Aye Eid Agayi BabaHogayi Sugra Se Dur Har Khusi BabaRoz Qabr Ki Janib Ek Kadam Barhati HuDheere Dheere Hoti Hai Khatm Zindagi BabaMujh Mein Ab Nahi Takat Ek Diya Jalane KiChaand Ake Karta Hai Ghaar Main Roshni BabaAne Jane Walo Ko Roz Rasta Takti HuKoun De Khabar Lakar Mujhko Ap Ki BabaDub'ta Hai Jab Suraj Dil Gurub Hota HainMera Nawha Parti Hai Meri Bekasi BabaBhai Ho Ya Behne Ho Maa Ya Fhuppi ZaibabHai Dua Ke Bin Mere Khusi Rahe Sabhi BabaWo Sakina Aur Kubra Rakkhe Bas Khayal AyeseAp Ko Na Mehsus Ho Meri Kuch Kami BabaQabre Par Meri Ana Leke Mere Ashgar KoLout Kar Madine Main Aao Jab Kavi BabaKehti Thi Taqallum Wo Baba TumKo Dekhu MainChal Rahi Hain Sughra Ki San's Akheri Baba...

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.