Uff Teri Tashna Dahani Mere Mazloom HussainPaaya ek katra na paani mere mazlum Hussain1.Tune jo sabr kia kisse hota yeh bhalaNahi tera koi saani mere mazloom Hussain2.Nange sar hai Zainab chin gai hye gazabSar se chadar bhi purani mere mazloom Hussain3.Dedi usko bhi riza run me marne ke liyeTha jo bhai ki nishani mere mazlum Hussain4.Deen ki nusrat ke liye ummate jad ke liyeDedi Akbar ki jawani mere mazlum Hussain5.Halq shukha hai tera de rahi hai yeh sadaEk khanjar ki rawani mere mazlum Hussain6.Chidh gaya nanha gala pyasa duniya se gayaPaaya Asghar ne na paani mere mazlum Hussain7.Dost toh dost tere rodiye dushman bhiTeri sunkar yeh kahani mere mazlum Hussain
Uff Teri Tashna Dahani Mere Mazloom Hussain
Minhal Ali Rizvi · Poet: Banda E Khuda · 1445
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.