Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Utho Akbar

Farhan · 2004

Utho AkbarQaasid ko leke aaye hai maqtal mei jab HusseinZakhmon ka ek hujuum tha maula ke saath meiAkber ki laash uthi hai taazim ke liyeAakhir behen ka khat jo tha maula ke haath meiBete se keh rahe the ke behnaa ka khat sunoHai qarb qaaenaat ka har ek baat meiUtho akber, khat aaya hai, khat aaya hai[Utho akber, khat aaya hai] ×4khat mei likha hai pehli satar par, ay mere pyaare bhayya Akber,meri dua hai ay mere bhayya, tujhpe ho qurbaan teri khwahar, aanchal duako phailaaya hai[Utho akber, khat aaya hai] ×3pucha hai beta teri bahan ne, akber ke sehra kaisa laga hai, hasratse usne ye bhi likha hai, sehre mei chehra kaisa laga hai, baaton neuski tarpaaya hai[Utho akber, khat aaya hai] ×3Kisne lagaayi akber ke mehndi, kuch to bataao ay baba jaani, shaadika jora jab usne pehna, kaisi lagi thi uski jawaani, aisa woh mera maajaayaa hai[Utho akber, khat aaya hai] ×3Usne likha hai akber ke dam se, kaisi saji hai karbal ki baadi,pucha hai usne mei jo nahi thi, kaisi rahi hai akber ki shaadi, akber pekaisa roop aaya hai[Utho akber, khat aaya hai] ×3Abbas chacha ki takbeer sunkar, maidaan saara dehelta to hoga, baalisakina ki ungli pakar kar, ab mera asghar chalta to hoga, uska bhikurta bhijwaaya hai[Utho akber, khat aaya hai] ×3Khaane lagi hai dilko udaasi, mushkil huwa hai ab mera jina, betabraahe, khamosh galiyaa, sunsaan aangan viraan madina, ik hu ka aalam saachaaya hai[Utho akber, khat aaya hai] ×3Dekha hai maine ik khwaab jisme, giryaa kuna hai saari fazaaen,dekha hai maine daryaa lahu ka, bikhri huwi hai jisme ridaaen, merakaleja ghabraaya hai[Utho akber, khat aaya hai] ×3Sughra ko ab mei likhne laga hun, akber se milne ki ummeed choro, abumr bhar hai matam hi matam, har shaad choro har eid choro, tumpeghamon ka ab saaya hai[Utho akber, khat aaya hai] ×3Farhaan tumpe lamha ba lamha, akber ki ujri behen ka karam hai,shoukat ke haathon pe akber ke damse, har waqt maqtal shana sa kalamhai, nauha usi ne likhwaaya hai[Utho akber, khat aaya hai] ×3

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.