Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Utho hussain

Nadeem Sarwar · 2002

Utho hussainYe me hu me meri tanhayi. Ye tamashayi. Lo ayi gyaara muharram hai.Kya khabar layi. Chali ye janibe zindan tumhari maa jayi.Sawaar-e ham ne kiya tha tumhe mere bhayi.1. [Ab awo ya mujhe kehdo na intizaare karo] ×3[Utho hussaine bahan ko zara sawaare karo] ×22. Sawar hum ne kiya tha, tumhe dame rukhsat,Lagaam thaam thi maine, bahaa late rikat,kahaa gayi wo muhabat, kahaa gayi chahat,[tamam apna mere sarpe, saaya baar karo] ×2[Utho hussaine bahan ko zara sawaare karo] ×23. Watan se door hu kuch aur, door jaati hu,Utho utho mere bhaya, tumhe jagaa ti hu,Koyi bhi aata nahi mai, jise bulaa ti hu,[Karaar jab mere mujko na, bekaraar karo] ×2[Utho hussaine bahan ko zara sawaare karo] ×24. safar madine se kaisa tha, ye safar kya hai,Na mehmile he na haudaj, na koi parda hai,Ay sar mein khwab ye karbobala ka sehra hai,[na jee sakungi tere baad, etebar karo] ×2[Utho hussaine bahan ko zara sawaare karo] ×25. Dare furat pe ay sone, wali jaag zaraa,Alam ke saye me rukhsat, bahan ko kar bhaya,Suna hai sakht kathan hai, ye sham ka rasta,[Sehen ye raasta abbas se, naamdaar karo] ×2[Utho hussaine bahan ko zara sawaare karo] ×26. Mein awoongi mere bhaya, zuroor awoongi,Kafan urhawungi markad, tera banawoongi,Jahaa bhi jawoongi farshe, azaa bichaawoongi,[mein kayd kaat ke lot awoo, intizar karo] ×2[Utho hussaine bahan ko zara sawaare karo] ×2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.