Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Waqt Sajjad ne kaise

Nadeem Sarwar · 1994

[Mera bimar imam] ×2[Waqt sajaad ne kaise wo guzaara hoga] ×4[Wakt Sajjad ne kaise wo guzaara honga] ×2Naam Zainab ka jo gairo ne pukaarahoga(Waqt sajaad ne kaise wo guzaara hoga)Ya Rab koi mil jaye na pehchaannewala[Bazaar ne Sajjad dua mang raha hai] ×2Lo Hussain Ibne Ali pyaase zibha hone lage x2Kitna sharminda who darya ka kanara hoga(Waqt sajaad ne kaise wo guzaara hoga)Wo gira zinse zainab ki rida ka zamin x2Kon ab Fatema jayi ka sahara hoga(Waqt sajaad ne kaise wo guzaara hoga)Sare maidan to jane to laga hai Asgar x2Kis tarah tere bina maa ka guzaara hoga(Waqt sajaad ne kaise wo guzaara hoga)Nauke neza pe bahane lage ansoo maula x2Fir Sakina ko kisi shaks ne mara hoga(Waqt sajaad ne kaise wo guzaara hoga)Roze Mehshar ka hame dar nahi koi Shaukat x2Hath Shabbir ke kadmo pe hamara hoga(Waqt sajaad ne kaise wo guzaara hoga)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.