Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Watan tarasha

Farhan · 2004

Watan tarasha[Lot ke aawo] ×4 [Watan ko baba jaan] ×3[Watan Tarasha baba jaan] ×2 Haey Baba Musafira[Watan Tarasha baba jaan] ×2 Haey Baba Musafira[Nishta Sukoon baba jaan] ×2 Haey baba MusafiraWai Da Ma Tanhai Da lala Zamaan Door DeJism Sala baba jaan Qalb-e-Hazeen Choor DeMaray Gi Tanhai Yeh bhayi Mera Door HaiSath Meray Jism Kay Dil Bhi Mera Choor Hai[Dil Ko Gham Jalaa Gaya] ×2 Haey baba Musafira[Watan Tarasha baba jaan] ×2 Haey Baba MusafiraPoochti Hoon Dil Say main aap Ki PaheliyanDekhti Hoon Roz-o-Shab Apni Yeh HatheliyanDukh Meray Aziz Hain Ghurbatein SaheliyanAik mein Ghareeb Hoon Aur Bhari Hawliyan[Aik Gham Sa Chaa Gaya] ×2 Haey baba Musafira[Watan Tarasha baba jaan] ×2 Haey Baba MusafiraBaba jaan Sochuka Saey Zamaan Naseeb DeSukh Zamaan Raqeeb De Dukh Zamaan Qareeb DeBaba jaan Sochieay Kia Mera Naseeb HaiSukh Meray Raqeeb Hain Dukh Meray Qareeb Hai[Ab To Ghum Hi Bhaa gaya] ×2 Haey baba Musafira[Watan Tarasha baba jaan] ×2 Haey Baba MusafiraKia Taweel Gham Mila Mujh Ko Arz-o-Tool KaTukrhe Tukrhe Hogaya baba Dil Malool KaHar Gali Mein Bain Hai dadi jaan batool KaBujh Gaya Charagh Bhi Roza-e-Rasool Ka[Mera Dil Bujhaa Gaya] ×2 Haey baba Musafira[Watan Tarasha baba jaan] ×2 Haey Baba MusafiraAghay Pa Gham Ke Jaarh Ma Da Zamaan Khushali DaGul Che Rana Laarh Zamaan Gul Shoyara Joand ZamaanUs Kay Gham Mein Rona Hi Ab To Hai Meri KhushiJab Say Chala Gaya Gul Hui Hai Zindagi[Zindagi Ka Kia Gayaa] ×2 Haey baba Musafira[Watan Tarasha baba jaan] ×2 Haey Baba MusafiraDi Khizaan Ne Yeh Sada Ab Bahaar Chorh DeApnay Har Qaraar Ko Be Qaraar Chorh DeAankh Ki Umeed Ko Ashk Baar Chorh DeKeh Raha Hai Dil Mujhay Intezaar Chorh De[Intezaar Khaa Gayaa] ×2 Haey baba MusafiraGhat Ghonde Yo Daagh Oo Husn P' Shabab KeRor Akhpal Okato Maash Pe P' Khuwab KeEk Barhaa Sa Daagh Tha Husn Kay Shabab MeinDekha Apnay bhayi Ko Raat Main Nay Khuwab Mein[Khuwab Bhi Dukha Gayaa] ×2 Haey baba Musafira[Watan Tarasha baba jaan] ×2 Haey Baba MusafiraNauha Aur Hussain Ka Kab Bashar Ka Kaam HaiZikr Is Imam Ka Zikr Ka Imam HaiKarbala Usool Hai Karbala Payaam HaiKarbala Ki Baat Hai Shaukat-e-Kalam Hai[Karbala Jagaa Gayaa] ×2 Haey baba Musafira[Watan Tarasha baba jaan] ×2 Haey Baba Musafira

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.