Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Wo Khoon Ro Kay Kehta Raha Zamanay Say

Mir Mubashir Hassan · 2017

wo khoon ro kay kehta raha zamanay sayridaeyn cheeno naa (x2) logo mere gharanay saysawal-e-aab pay sonay pay us kay ronay pay (x2)wo maartay thay (x2) sakina ko her bahaanay saybulaey kis tarha abbas ko madad kai leeyai (x2)wo berida thee (x2) jhijhakti rahi bulanay saysulaya jaata tha bayhosh ker kay durron say (x2)jagaya jata tha (x2) abid ko taazianay saykuch isterha sar-e-kerbobala wo ujray thay (x2)kay dar rahay hain (x2) abhi tak wo ghar basaanay saykaha ye ganj-e-shaheedan mei baap kay sar nay (x2)mujhai sakina (x2) bulati hai qaid khaanay sayrida-e-saani-e-zehra mei dhal gaya akbar (x2)ghubaar utha jo laashon kay thar tharaanay say

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.