Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ya abal fazl

Ali Safdar · 2015

Abal Fazl...x8Ya Abal FazlAapke dar pe meri hain yeh dua......ya Abal FazlAapke naam se zinda hain wafa....ya Abal FazlAapke saaye me hain fauje khuda...ya Abal FazlAap pe dil hain fida jaan hain fida ....ya Abal Fazl....x4Yabna Ainullah HussainYabna Asadullah HussainYabna Wajhullah HussainYabna Yadullah HussainYa Sarallah....x4Ya Abal Fazl....x4Abbas zalim pe tankid hainAbbas batil ki taldid hainAbbas Irfan e tauhid hainAbbas pyaason ki ummeed hainAb bhi parcham se milti hain taza hawa ....ya Abal FazlAapke saaye me hain fauje khuda...ya Abal FazlAap pe dil hain fida jaan hain fida...ya Abal Fazl.....x4Yabna Ainullah HussainYabna Asadullah HussainYabna Wajhullah HussainYabna Yadullah HussainYa Sarallah....x4Ya Abal Fazl....x4Sehte hain hum aah karte nahiBayat yazeedon ke karte nahiZinda hain murdo se darte nahiMarkar bhi hum log marte nahiJitne takfeer hain hoge saare fanah...ya Abal FazlAapke dar pe meri hain yeh dua.....ya Abal FazlAapke naam se zinda hain wafa....ya Abal Fazl....x4Yabna Ainullah HussainYabna Asadullah HussainYabna Wajhullah HussainYabna Yadullah HussainYa Sarallah....x4Ya Abal Fazl...x4Babul hawaej se sab maang loChup lab rahe aansuon se kahoRoze pe akar namaze padhoRoze pe Gazi ka matam karoDega jannat tumhe ek ashke aza...ya Abal FazlAapke saaye me hain fauje khuda.....ya Abal FazlAap pe dil hain fida jaan hain fida....ya Abal Fazl...x4Yabna Ainullah HussainYabna Asadullah HussainYabna Wajhullah HussainYabna Yadullah HussainYa Sarallah....x4Ya Abal Fazl....x4Roze ki janib na koi badheZayer har ek aaj tayyaar hainHatyaar utha kar hain alim khadeDaesh ki maut aa gayi saamneAa gaye hain hifazat ko ehle aza....ya Abal FazlAapke dar pe meri hain yeh dua....ya Abal FazlAapke naam se zinda hain wafa....ya Abal Fazl....x4Yabna Ainullah HussainYabna Asadullah HussainYabna Wajhullah HussainYabna Yadullah HussainYa Sarallah....x4Ya Abal Fazl....x4Himmat wafa azr sabro rizaMushkil ka hal ibne mushkil kushaRoze pe pyaase ke yeh mojezaPaani hain qadmon se lipta huaAake koi na pyasa yaha ae gaya.....ya Abal FazlAapke saaye me hain fauje khuda.....ya Abal FazlAap pe dil hain fida jaan hain fida....ya Abal Fazl....x4Yabna Ainullah HussainYabna Asadullah HussainYabna Wajhullah HussainYabna Yadullah HussainYa Sarallah....x4Ya Abal Fazl....x4Mazlumiyat aisi dekhi nahiTeeron se challi hua nazneenBazu kate hain lahu hain jabeenMashke Sakina me paani nahiKanpti hain zameen arsh hilne laga....ya Abal FazlAapke dar pe meri hain yeh dua.....ya Abal FazlAapke naam se zinda hain wafa.....ya Abal Fazl...x4Yabna Ainullah HussainYabna Asadullah HussainYabna Wajhullah HussainYabna Yadullah HussainYa Sarallah...x4Ya Abal Fazl....x4Bazaron me berida bibiyanZainab musalsal hain nauhakunaBadle ki hain muntazar ek maaHo ab zahoor e Imam e ZamaanAaj Shabbir ki maa hain mehre dua...ya Abal FazlAapke saaye me hain fauje khuda....ya Abal FazlAap pe dil hain fida jaan hain fida....ya Abal Fazl...x4Uncha hain abbas ka yeh alamManzil safar me hain ab hum kadamAbbas karna hain khoon se rakamHojaye Safdar yeh bazu kalamKhoone dil se Kamar maine Nauha likha....ya Abal FazlAapke dar pe meri hain yeh dua....ya Abal FazlAapke naam se zinda hain wafa....ya Abal Fazl....x4Yabna Ainullah HussainYabna Asadullah HussainYabna Wajhullah HussainYabna Yadullah HussainYa Sarallah....x4Ya Abal Fazl....x4

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.