Bande haidaram manu aazala misaramHaame ifteqaar e meene man kalbe haidaramAye maah e Shab haaye manZikrat rabbaano ye manSoz o qudaazami raaz o niyaazami asl e namaazami ya AliThaneen e saazami qibla e raazami tuchaar e saazami ya AliYa ali ya ali haider haider..(4)Aaa...noor e chashme paighambarjaan e khatoone mehsharfakhre shabbir o shabbaraye mere maula haiderkhaali jholi phaylayejo tere darr par hai aayena jaaye khali kabhi sawali aye mere waalijaha'n tera darr hua mayassar bana muqaddarTu hai wo auj e fazilathai qael jiski mashiyatjo tere bughz ki suratki thi haris ne jasaratjab tere bughz mein bolana jaacha aur na tolaharab pe waari ne aisi taari ki sang baarikahe hawadis hai kon waris pada hai harisTha shaita'n ka karindatha jo bazahir zindajab banke jaali murdanikla dozakh ka kundauff ye haider ki haibatpadh di namaz e mayyatajal ka phanda lagake zinda pada tha murdaqaza pukari padi hai mehengi ali se masti... Ya AliRab ki awaaz ye aayimehka do saari khudayimaine naubat ye bajayiZahra ki hogi sagayibil akhir daala langarteri dehleez pe aakartha maara maara jo ek sitara wohi pukaranabi ki dukhtar tera muqaddar hai tera shauharKya likhu jung e khaibarmushkil mein the paighambarjab aaya marhab e khudsarnikle is simt se haiderzarb e haider jo khaayido tukdo mein laash aayichadhe jo tewar tha daste haider pe baabe khaibarjo dekha manzar yahudi lashkar ko aayi chakkarBeshak maulood e haram haitera sidra pe qadam haitujhko zahra ki qasam haijo bhi mohtaj e karam haiaye rehmat e jaaweda'nde raahat e qalbo jaa'nteri rasai mein kul khudai nabi ke bhaihamari qismat khuda ki jannat teri badaulatJis par uftad padi haijis par aafat ki ghadi haibeja'n jo bhi qaidi haiuski faryaad yahi haiaye mard e khaibar shikanaye nazish e panjetantere fidayi ko jag hasai se de rehayiwo jaye ghar ab mita de ghum sab baraye zainabAb hai gardish mein sitaradushman sansaar hai saaramaange rehmat ka isharatera har chahne walaaye mere mushkil kushaaye mere hajat rawaghamo ke maare ye shia saare tere sahareke fatha saara kare zamana laga ke naaraAye hamida aap bhi kyu karhoga bayaan ye manzarthi jis dum daste nabi paraye shadma'n zaate haiderman kunto maula alijis waqt bole nabijina se badhkar suroor parwar tha qum ka manzarnabi ka jumla hisaab saara chuka chuka tha
Ya Ali Ya Ali Haider Haider
Shadman Raza · 2017
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.