Azadari MediaAzadari MediaGet the app

ya bunayya

Irfan Haider · 2012

aayi makhtal me shaame gharibaanbaap ko dhundti hai sakinaya bunayya elayya elayyade raha hai sada sheh ka laashakamsini me yatimi mili haiaag sine me gham ki lagi haikitni raaton se soyi nahi haiaake baba ke sine pe sojaya bunayya elayya elayyachaar su hain laeenon ka lashkarhaaye us par andhera sitamgarkyun nikal aayi khaime se baaharkaun dega tujhe ab sahaaraya bunayya elayya elayyahaay subhe dahum shaame ghurbattujh pe tuti balaa ki musibatshe rahi ho hamaari bhi furqatsun ke baba ka nauha chali aaya bunayya elayya elayyale gaya hai laeen goshwaarezaalimon ne tamaache bhi maarejal chuke saare khaime tumhaaretute dil ko milega dilaasaya bunayya elayya elayyamere sine ki aadat pari haikhaak par nind aayegi kaisezakhm tujhko kahaan sone dengetera bistar hai baba ka sinaya bunayya elayya elayyajaabajaa ran me laashen hain betakhauf khaawo agar ay hazinabhayya akbar ko aawaaz denakehna akbar bulaate hain babaya bunayya elayya elayyababa baba jo kehti chali homere laashe ko tum dhundti homeri chaahat ko tarsi huwi hotere gham se tarapta hai babaya bunayya elayya elayyachur zakhmon se laasha mera haisina tiron se mera bhara hailaashe besar ki phir bhi sada haimere pehlu me soja sakinaya bunayya elayya elayyahaaye irfan o mazhar wo manzarmil gayi baap ki laashe besarroyi laashe se batchi lipat karus ghari sheh ka laasha pukaarasoja soja ay meri sakina

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.