Haye hasan, haye hasan..(2)haye hasan, haye haye hasan..(2)haye hasanlaashe hasan pe kaise na aasu bahaiyeqabr e rasool kehti hai maa ko bulaiyeYa fatima hasan ke janaze pe aaiye..(2)Haye hasanqabr e rasool kehti hai..(2) maa ko bulaiyeHaye hasanYa fatima...1. Kaisi banai zeher ne surat to dekhiye, haye hasantukde jigar tamaam qayamat to dekhiye, haye hasanaai hai neend god mein..(2)apni sulaiye2. Pehlu e mustafa mein pisar ki jagah nahi, haye hasanjaise ye chashm o jaan o dile mustafa nahi, haye hasanhasid ye keh rahe hai..(2) janaza hataiyehaye hasan3. Afsurda hai najaf to madina udaas hai, haye hasanfarwa ye puchti hai ye kaisa libaas hai, haye hasanis tarha sab ko chod kar..(2), maula na jaiye4. Kya kya jafaye dil pe utha kar chale gaye, haye hasanshabbir beqaraar hai shabbar chale gaye, haye hasanaaenge phir na laut ke..(2), jitna bulaiyehaye hasan5. Ibne hasan ko ranj o bala se nikaliye, haye hasanbichda hai pehli baar padar se sambhaliye, haye hasankarbobala yateeme..(2), hasan ko dikhaiyehaye hasan6. Aale nabi ki khaak udaane ka roz hai, haye hasansar peetne ka ashk bahane ka roz hai, haye hasanbayno buka se arsh ka..(2), paaya hilaiyehaye hasan7. Laashe hasan pe teero ko barsa rahe hai kaun, haye hasanAllah ke habeeb ko tadpa rahe hai kaun, haye hasanchehro se kalma goyo ke..(2), parda hataiyehaye hasan8. Guzri hai kya imam e hasan par na puchiye, haye hasankitne lage hai teer kafan par na puchiye, haye hasanaasu thame hi na to ye..(2), qissa sunaiye
Ya fatima hasan ke janaze pe aaiye
Ali Safdar · 2016
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.