Ya hussain[Hussain hussain hussain] ×3(Mere lahu ke har qatre mei gunj raha hai ya Hussain, ab to sabka vird zubaa(n) bhi rehna laga hai ya Hussain) x2Aap ki kya shaan hai maula, bolta quran hai maulaFatema ki jaan hai maula, Marzi-e-subhan hai maula(Mere lahu ke har qatre mei gunj raha hai ya Hussain, ab to sabka vird zubaa(n) bhi rehna laga hai ya Hussain) x2Karbala ka fat'he azaam bakhuda hai waris-e-AdamJabajaa phehle tere par aam ta abad hoga tera matam(Mere lahu ke har qatre mei gunj raha hai ya Hussain, ab to sabka vird zubaa(n) bhi rehna laga hai ya Hussain) x2Teen din ki tishnagi maula haaye teri bekasi maulaKhushk ghardan par churi maula, karbala kehti rahi maula(Mere lahu ke har qatre mei gunj raha hai ya Hussain, ab to sabka vird zubaa(n) bhi rehna laga hai ya Hussain) x2Kistarha bhoolenge wo manzar jab chala tha halk pe khanjarJab sina ki nok pe tha sar bol tha Qur'an tere lab par(Mere lahu ke har qatre mei gunj raha hai ya Hussain, ab to sabka vird zubaa(n) bhi rehna laga hai ya Hussain) x2Ye sabile ye azakhana aankh mei ashko(n) se paymaaneMatmi laaye hai nazraane ab janaab-e-sayyeda jaane(Mere lahu ke har qatre mei gunj raha hai ya Hussain, ab to sabka vird zubaa(n) bhi rehna laga hai ya Hussain) x2Ye teri maula azadari zindagi se bhi hame pyaariHai yahi tujse wafadari ashk ankho(n) se rahe jaari(Mere lahu ke har qatre mei gunj raha hai ya Hussain, ab to sabka vird zubaa(n) bhi rehna laga hai ya Hussain) x2Waris-e-Qur'an zindabaad rehbar-e-insaan zindabadMazhar-e-imaan zindabad fatema ki jaan zindabad(Mere lahu ke har qatre mei gunj raha hai ya Hussain, ab to sabka vird zubaa(n) bhi rehna laga hai ya Hussain) x2As-salaam ay malike kausar as-salaam ay kushta-e-khanjarAs-salaam ay jaan-e-payghambar kehte hai "Rehan-o-Sarwar"(Mere lahu ke har qatre mei gunj raha hai ya Hussain, ab to sabka vird zubaa(n) bhi rehna laga hai ya Hussain) x2
Ya hussain
Nadeem Sarwar · 2005
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.