Ya Imam ...x8Al ajal ya Imam....x2Ashkon se likha raha hoon ariza tere huzurMujhko yaqeen hain aap padhege ise zaroorDushman ki har taraf se hain yalwar aiyeAa jaiye ab aiye ab aa bhi jaiyeYa Imam e Zaman ya Imam ya ImamAapke muntazir hain yeh gulaamAa bhi jaiyeYa Imam e Zaman ....Aapke muntazir....Lashe utha rahe hain azadar subho shaamSeene pe hath lab pe hain labbaik ya ImamLabbaik ya ImamNara laga rahe hain shahaadat ka peeke jaamYa Imam e Zaman ya Imam ya ImamAapke muntazir hain yeh gulaamAa bhi jaiyeYa Imam e Zaman....Aapke muntazir....Fir sar utha rahe hain yazidi yaha wahaDain taag momino pe zameen aur aasmaanZameen aur aasmaanZulmo sitam ki dhoop me hain aap sayebanYa Imam e Zaman ya Imam ya ImamAapke muntazir hain yeh gulaamAa bhi jaiyeYa Imam e Zaman....Aapke muntazir....Dil se game Hussain nikala kabhi nahiSar zalimon ke dar pe jhukaya kabhi nahiJhukaya kabhi nahiJo aapse hain ishq chupaya kabhi nahiYa Imam e Zaman ya Imam ya ImamAapke muntazir hain yeh gulaamAa bhi jaiyeYa Imam e Zaman....Aapke muntazir....Aulaad e Fatema pe hain ab bhi sitam rawaHain Karbala me ek nayi Karbala bapaNahi Karbala bapaFir se nikal rahi hain bas ab to yahi duaYa Imam e Zaman ya Imam ya ImamAapke muntazir hain yeh gulaamAa bhi jaiyeYa Imam e Zaman....Aapke muntazir....Har shehar har zameen hain aaka lahu lahuGulshan lahu lahu hain to sehra lahu lahuSehra lahu lahuFir se hua furat ka darya lahu lahuYa Imam e Zaman ya Imam ya ImamAapke muntazir hain yeh gulaamAa bhi jaiyeYa Imam e Zaman....Aapke muntazir....Qasre yazeediyat yuhi dhaate rahege humFirauniyat ka naam mitate rahege humMitate rahege humAbbas ke alam ko uthate rahege humYa Imam e Zaman ya Imam ya ImamAapke muntazir hain yeh gulaamAa bhi jaiyeYa Imam e Zaman....Aapke muntazir....Jaan apni yeh Safar dare Zehra pe warnaNa harna aye momino himmat na harnaHimmat na harnaApne Imam e waqt ko yuhi pukarnaYa Imam e Zaman ya Imam ya ImamAapke muntazir hain yeh gulaamAa bhi jaiyeAapke muntazir hain yeh gulaamAa bhi jaiyeAapke muntazir hain yeh gulaamYa Imam
Ya Imame zaman
Ali Safdar · 2015
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.