Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ya kareema

Mir Hasan Mir · 2011

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Ya fatimato..(2)ishfa'ee lana fil jannahya karima, ya karima, ya karima..(4)Aye masooma e qum, aye hamsheer e razaya karima, ya karima, ya karima..(2)1. Raaz ki baat ye ek mujhko samajh aayi hai..(2)asl me aapki mash'had me shehen shahi haiqum se milti hai jabhi..(2)sab ko mash'had ki rezaya karima, ya karima, ya karima..(2)2. Aap masooma e qum aur wo janabe zainab..(2)dono behne hui ma'roof wilayat ki sababwo hai hamsheer e husain..(2)aap hamsheer e razaya karima, ya karima, ya karima..(2)3. Fiqh o irfaan o jafar par hai huqumat teri..(2)ilm ke shehr hai shehri ye raiyyat teriilm ka shehr tera..(2)uska darwaza teraya karima, ya karima, ya karima..(2)4. Apni manin tumhe wahid o yakta rakhatumko allah ne is waaste tanha rakhadono aalam me na tha..(2)koi bhi ufwu teraya karima, ya karima, ya karima..(2)5. Sin bhi athara baras misle janabe zehra..(2)teri turbat ka sharaf turbat e zehra jaisafatimi naam tera..(2)zainabi kaam teraya karima, ya karima, ya karima..(2)6. Waasta sayyade mazloom ka tumko bibiwaasta asghar e masoom ka tumko bibila walad hai jo unhe..(2)kardo aulaad ataaya karima, ya karima, ya karima..(2)7. Aapke shehr se tasdeeq e ghulami lekar..(2)meer jab palta hai chaukhat pe salami dekaruski qadmo ki tarafaasma jhukne laga..(2)ya karima, ya karima, ya karima..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.