Ya khuda Ya khuda ya khuda.....6Ya khuda Ya khuda Ya khudaHo bahen se na bhai Judaa......2Jaise zainab hue.....Hona ayse koi.......2Karu maula mai tujhse dua..Ho bahen se na bhai judaa...Ya khuda ya khuda ya khuda. ..Ho bahen se na bhai judaa...Jaise zainab hue.....Hona ayse koi.......Karu maula mai tujhse dua..Ho bahen se na bhai judaa...Ya khuda ya khuda ya khuda. ..Ho bahen se na bhai judaa...Bahen ke sarpe saya ho bhai ka gar,Usko rehta nahi hai zamane ka dar,Hota rishta bahen bhai ka khaas hai,Aysa rishta na aae kahin bhi Nazar,Ay mere kibriya......bahen par bhai ka ..2Rahe kayam ye sayaa sada...Ho bahen se na bhai judaa...Ya khuda ya khuda ya khuda. ..Ho bahen se na bhai judaa...Jaise zainab hue.....Hona ayse koi.......Karu maula mai tujhse dua..Ho bahen se na bhai judaa...Sheh ki gardan pe khanjar jo chalne lagaa,Dekhti thi khadi ek bahen gamzada,Dil pe apne wo har zarb sehti rahi,Haae saatar kadam ka tha bas faasla,Dekh kar ye jafaa....ro padi thi kazaa...2Aur Karti thi ye iltejaa...Ho bahen se na bhai judaa...Ya khuda ya khuda ya khuda. ..Ho bahen se na bhai judaa...Jaise zainab hue.....Hona ayse koi.......Karu maula mai tujhse dua..Ho bahen se na bhai judaa...Aae bhai ke lashe pe jab ghamzada,Haae rona Saki kar Saki na buka,Pase gardan bandhe hath bibi ke the,Taziyano se tha jab uthaya gaya,Roe taqdeer thi....dekhkar bebasi...2Keh rahi thi ye jab berida .....Ho bahen se na bhai judaa...Ya khuda ya khuda ya khuda. ..Ho bahen se na bhai judaa...Jaise zainab hue.....Hona ayse koi.......Karu maula mai tujhse dua..Ho bahen se na bhai judaa...Koi mastur majbur ayse na ho,Dardo gham se koi chur ayse na ho,Bekafan bhai bete chali chodkar,Koi apno se hi dur ayse na ho,Qaid hokar chali....haae binte ali...2Keh rahi thi ye karbobala...Ho bahen se na bhai judaa...Ya khuda ya khuda ya khuda. ..Ho bahen se na bhai judaa...Jaise zainab hue.....Hona ayse koi.......Karu maula mai tujhse dua..Ho bahen se na bhai judaa...Jab sunaae ye FARHAN ne dastaan,Huwa matam kuna hai ye saara jahan,Har azadaar ki hogae ankh nam,Gam me dube hue hai ye kauno makaan,Sunke dardo alam. ...ro padah hai kalam ....2Jab ye KHURSHID ne hai likha..Ho bahen se na bhai judaa...Ya khuda ya khuda ya khuda. ..Ho bahen se na bhai judaa...Jaise zainab hue.....Hona ayse koi.......Karu maula mai tujhse dua..Ho bahen se na bhai judaa...YA KHUDAAAA..................
Ya khuda ya khuda
Farhan · 2017
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.