Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ya Maula Ya Abbas

Mudassir Jaunpuri · 2017

Abbas alamdar, Abbas Alamdar, Abbas alamdarYaha kuze sambhale,Udhar mashq sambhale,Yaha pyaas ke maare,Udhar khoon ke dhaare,Yaha girte hain aansu,Waha kat gaye baazu,Yaha hath dua mein,Udhar zakhmi hai pehlu (2)Alamdar nahi hai, Alamdar nahi haiBapa khaimon mein mehshar (2)Alamlaate hain sarwar (2)Bapa khaimon mein mehsharAlamaaya hai lekin alamdaar nahi haiYa Maula Ya Maula Ya Maula Ya Abbas (4)Sitamgaaro kisaazish (2)Hui teeron ki baarish (2)Sitamgaaron ki saazishChala nehr pe gazi suw-e-shah-e-hijaziSada dete hain sarwar, Ki aaye mere baradarKaha ho mere bhai, Nahi deta dikhayiHar ek gam ki amina (2)Na mar jaye sakina (2)Har ek gam ki aminaAlam aaya hai lekin alamdaar nahi haiYa Maula Ya Maula Ya Maula Ya Abbas (4)Nazar aata hai parcham (2)Yeh hai khaimein ka aalam (2)Nazar aata hai parchamAlam aaya hai lekin alamdaar nahi haiYa Maula Ya Maula Ya Maula Ya Abbas (4)Kamar pakde hain sarwar (2)Yahi kehte hain ro kar (2)Kamar pakde hain sarwarAlam aaya hai lekin alamdaar nahi haiYa Maula Ya Maula Ya Maula Ya Abbas (4)Bapa khaimon mein mehshar (2)Alam laate hain sarwar (2)Bapa khaimon mein mehsharAlam aaya hai lekin alamdaar nahi haiYa Maula Ya Maula Ya Maula Ya Abbas (4)Jo hai bachchon ko aalam (2)Likhe kaise wo azaam (2)Jo hai bachchon ka aalamAlam aaya hai lekin alamdaar nahi haiYa Maula Ya Maula Ya Maula Ya Abbas (4)Bayaa hota hai aakhir (2)Padho nauha Mudassir (2)Bayaa hota hai aakhirAlam aaya hai lekin alamdaar nahi haiYa Maula Ya Maula Ya Maula Ya Abbas (4)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.