Azadari MediaAzadari Media

Ya Mazlooma Batool Sa.

Syed Malik e Ashtar Hussain Qalbi · Poet: Amir Azai

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Ya Mazlooma BatoolYa Mazlooma BatoolRotay Hain Ahl-e-AzaKar Ke Yeh Aah-o-BukaHaaye Bint-e-MustafaYa Mazlooma BatoolYa Mazlooma BatoolSyeda, Ya Zahra, Ya Zahra, Ya ZahraBe-Khata, Ya Zahra, Ya Zahra, Ya ZahraSyeda Tahira RaziaSyeda Tahira Razia1Yasrab Hai Ummat Hai Aur Bint-e-PayambarAatish Hai Zulmat Ki Aur Jalta Hua DarUmmat Ne Maari Jo Darwazay Ko ThokarDarwaza Aaya Woh Bibi Pe ukhar KarPukari ZahraKahan Ho FizzaUtha DarwazaUtha Darwaza Rotay Hain Ahl-e-AzaKar Ke Yeh Aah-o-BukaHaaye Bint-e-MustafaYa Mazlooma BatoolYa Mazlooma Batool2Dekha Jo Bachon Ne Woh Maa Ka TarapnaChillaye, Ghabraye, Mushkil Tha SambhalnaRo Ro Kar Kehte Thay Ya Shah-e-MadinaAb Apni Ummat Se Amma Ko BachanaAkeli Hai MaaTarapti Hai MaaHaan Zakhmi Hai MaaHaan Zakhmi Hai MaaRotay Hain Ahl-e-AzaKar Ke Yeh Aah-o-BukaHaaye Bint-e-MustafaYa Mazlooma BatoolYa Mazlooma Batool3Kya Kya Na Gham Bibi Zahra Ne UthayeGhar Mein Bhi Chhup Chhup Kar Hain Aansu BahayeShohar Se Bachon Se Woh Zulm ChhupayeBaba Ki Ummat Se Zahra Ne Jo PayeMazalim ItneBhala Kyun DhayeMusalmanon NeMusalmanon NeRotay Hain Ahl-e-AzaKar Ke Yeh Aah-o-BukaHaaye Bint-e-MustafaYa Mazlooma BatoolYa Mazlooma Batool4Aamir Ka Ashtar Ka Pursa Hai Yeh BibiSeenay Mein Gham, Lab Par Nauha Hai Yeh BibiTa Mehshar Gham Tera Rehna Hai Yeh BibiJab Tak Hum Zinda Hain, Wada Hai Yeh BibiBa Chashm-e-PurnamYa Zahra Har DamManayenge GhamManayenge GhamRotay Hain Ahl-e-AzaKar Ke Yeh Aah-o-BukaHaaye Bint-e-Mustafa

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.