Ya Hussain (x6) Al Ajal (x6)Allahumma Ajjil Liwaliyikal Faraj (x2)Al Ajal, Al Ajal, ya Imam-e-Zamaankarbala se yehi aa rahi hai sadaal-ajal al-ajal warise karbalaya mehdi ya mehdi....laashe shabbir par jo giraye gayemai wo pathar hoo kab se sambhale huede inhi patharo se tu unko sazaya mehdi ya mehdi....maa ki nazrein na dekhen yehi soch karseena apna chupaye hue hai magarzakhm dikhlayega tujhko akbar teraya mehdi ya mehdi....inteqam aake zainab ki chadar ka lesar se pehle tu us haath ko kaat debinte zehra ki jisne rida ko chuvaya mehdi ya mehdi....ek ziyarat chupaye hue hoo abhitumko dikhlaungi aaoge jis ghadikhoon sakina ka jo khaak par tha giraya mehdi ya mehdi....sar juda tan juda dono baazu judaphir bhi ghazi ko arman hai jang kahaath uthaye bina de raha hai sadaya mehdi ya mehdi....saath khaimo ke har ek sheh jal gayizulm bhi thak gaya aag bhi bujh gayijal raha hai magar ab bhi seena meraya mehdi ya mehdi....har azadar ye kar raha hai duaaisa ashoor ho ab ke akbar bapakarbala may milay warise karbalaya mehdi ya mehdi...
Ya mehdi Ya mehdi
Mir Hasan Mir · 2011
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.