Ya mustafa..(4)Ya mustafa... swalle a'la..(2)Mehboob e haqq, khairul bashar, islam ke baani nabishams uz zuha, badr ud duja, noor e khuda, shaan e walizakhmi hai dil, zakhmi jigar, ye jaanta hai kab koiwo ghum mile hai aap ko sadqe me hai saara jahanYa mustafa..(4)Pyaare nabi ya mustafahar aankh hai girya kunaYa mustafa..(4)1. Kya mustafa ne ghum sahe, duniya ko kab maloom haisab ke liye rehmat hai jo,khud kis qadar mazloom hai..(2)qurbaan sab kuch kar diyaYa mustafa..(4)2. Patthar use maare gaye jo rehmat e kaunain thataed ki galiyo me lahubehta raha behta raha..(2)phir bhi nahi ki badduaYa mustafa..(4)3. Ye sochte hai mustafa aaghosh mein shabbir haikhanjar rawa gardan pe haizakhmi badan mein teer hai..(2)aaegi ek din karbalaYa mustafa..(4)4. Beti pe mere baad phir har zulm dhaya jaegamohsin shahadat paegaghar ko jalaya jaega..(2)subbat ilayya ki sadaaYa mustafa..(4)5. Hasnain hai girya kuna nana ki mayyat dekh karbaba chale hai chodkarzehra ka hai muztar jigar..(2)ab kya karegi fatimaYa mustafa..(4)6. Haider ki aankhein ashk hai taboot mein hai mustafazehra akeli rehgayiaur puchti hai maamta..(2)wo shaam kufa karbalaYa mustafa..(4)7. Zainab ke lab par thi sadaa lut kar madine aagayekurta liya shabbir kamarqad pe nana ki chale..(2)mehshar bapa hone lagaYa mustafa..(4)8. Lega wo badla zulm ka ek din 'Mohammad' akhriuski musibat likh sakehaq hai ali safdar yahi..(2)maine qamar nauha likhaYa mustafa..(4)Pyaare nabi ya mustafa har aankh hai girya kunaYa mustafa..(4)
Ya mustafa
Ali Safdar · 2016
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.