Ya Rab[Ya Rab Ya Rab] ×2Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud(YehNehr Ye Mojein Yeh Machalta Hua Pani) x2[Aankhon Mein Meri Kanta Sa Chubhta Hua Pani] ×2Kehta Hai Meray Khon Sa Ubalta Hua PaniYa RabDar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud(MerayKhuda Dekh Meri Tashna Labi Ko) x2(Khoon Rulatay Hain Yeh Din Aal(a.s.)-e-Nabi Ko) x2Milti Nahin Nehr Say Eik Boond Kisi KoYa RabDar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud(WaadaHai Mera Tashna Dahan Bachchon Say Maula) x2[Le Aaonga Khaimon Ki Taraf Khainch Kay Dariya] ×2Lekin Meri Taqdeer Mein Hai Aur Kuch LikhaYa RabDar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud(MeriWafa Sakht Musibat Mein Ghiri Hai) x2(Main Hon Alamdar(a.s.) Laqab Mera Jari(a.s.) Hai) x2Piyasi Bhatiji(s.a.) Dar-e-Khaima Peh Kharhi HaiYa RabDar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud(MashTo Main Bhar Chuka Faujon Ko Bhagakar) x2[Lekin Tu Gawah Rehna Meray Lab Na Huey Tar] ×2Jana Hai Khaimon Ki Taraf Mashk BachakarYa RabDar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud(MeraJo Alam Nehr Kay Seenay Peh Garha Hai) x2[Be Taigh Yeh Qabza Jo Abhi Main Nay Kia Hai] ×2Seh Roz Say Ya Rab Tu Magar Dekh Raha HaiYa RabDar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud(WaadayKo Nibhanay Ki To Mohlat Mujhay Deday) x2[Sharmina Na Kar Bachchon Say Izzat Mujhay Deday] ×2Yeh Baat Na Dohraaon Woh Taqab Mujhay DedayYa RabDar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud(PaniKo Kabhi Aag Lagatay Nahin Dekha) x2[Piyasay Ko Musafir Ko Satatay Nahin Dekha] ×2Ashkon Ko Lahoo Mein Nay Banatay Nahin DekhaYa RabDar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud(PaaniNay Yahan Khoon Mera Kardia Paani) x2[Yaad Aati Hai Bachchon Ki Mujhay Tashna Dahani] ×2Dil Rota Hai Jab Sunta Hoon Bachchon Ki ZubaniYa RabDar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud(BinPani Liey Nehr Say Jaaey Ga Na Abbas) x2[Soorat Kisi Piyasay Ko Dikhaeyga Na Abbas] ×2Baat Is Kay Siwa Lab Peh Nahin Laega Abbas(a.s.)Ya Rab
Ya Rab
Farhan · 2003
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.