Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ya rab kisi ghareeb ka

Ali Safdar · 2016

Haaye ghareeb, haaye ghareeb..(2)Ya rabb, ya rabb, ya rabb..(2)ya rabb kisi ghareeb ka aisa safar na ho..(2)barbaadiyo ke waaste..(2) awaaz gar na ho1. Tayaara saajo sabke liye umr bhar rahasehra ko jisne khoon se sayraab kardiyalaasha pada ho dhoop mein..(2) koi shajar na hoya rabb kisi..(2)2. Zakhme sina laga to kaleja ulat gayaakbar ne apne paalne wale ko di sadaababa meri phuphi ko..(2) kahin ye khabar na hoya rabb kisi..(2)3. baba ne jiske haatho pe khaiber utha liyabhai ne jiske mashk mein darya samo liyakaandhe pe uske laashaye..(2) noore nazar na hoya rabb kisi..(2)4. Har imtehaan sabr se zainab ne seh liyalekin dayare shaam mein karti rahi duaathara bhaiyo ki..(2) behan nange sar na hoya rabb kisi..(2)5. Dada ka ye sharaf ke hai maula e kayenaataur baap baat ta raha maqtal mein bhi hayaatkaano me us yateema ke..(2) haye haye gohar na hoya rabb kisi..(2)6. Karbobala mein, kufe mein, bazaar e shaam meinbe parda sar jhukaye ho darbaar e aam meinkunba kisi ghareeb ka..(2) yu darr ba darr na hoya rabb kisi..(2)7. Zainab se sheh ne jab shabe ashoor ye kahakal subha tumse hona hai humko bahan judawo boli aisi raat ki..(2) ya rabb sahar na hoya rabb kisi..(2)8. Asghar ko dafn karke ye shabbir ne kahapaani ke badle rann mein lahu tera beh gayaasghar dua ye kar teri..(2) maa aaj ghar na hoya rabb kisi..(2)9. Aati yehi dua hai mere lab pe rozo shabsafdar se khush ho aale nabi aur unka rabbmazloom se to pyaar ho..(2) zalim ka darr na hoya rabb kisi..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.