Jab Ali ne ye Khabar suni fatema guzar gayi, ghutnio k blame masjid se pohchey Ali, utar kar sarse amama ak sada buland ki,ya Rasul allah Meri toot gayi hai kamar.Ya rasool Allah Meri toot gayi hai kamarLekar hamrah fizza ko kehne Lage AliGuslo kafan Me kyse dun himmat na ab rahiRone Lage yun Chikh kar ghas khake gir gaye Ali - Ya Rasool Allah MeriNa jane Murtaza ke liye Kya thi FatimaEk dhal thi wilayat e hydar ki ye dukhiyaUth gyi Sahara Meri - Kehne Lage AliYa Rasool Allah MeriKehne Lagi Zainab Rokar Amma Na JaiyeBin Apke Jiyun kyse Mujhko BataiyeAaj Ho gaye he Yateem Zainab Hasan Hussain Ya Rasool Allah MeriRukhsar Pe The Zalim ke Unnglio Nisha'Jhuk gyi Thi Kamar Uski Hatho me Tha Aasa'Atthara He Baras Me Hin - Ho Gyi Zaifa Batool - Ya Rasool Allah MeriJis Beti Ko Rasool Allah Pala Tha Nazon SeUsi beti Rulaya He Ummat Tamacho seThokar Se Dar Giraya He - Dar Jalaya Batool Ka - Ya Rasool AllahKehte He Ali Ro ro Kar Qabre Rasool ParHaste Rahe Darbar Me Ummat Batool ParSher e khuda ki Zouza - Is Tarha Mar Gayi Ya Rasool Allah MeriUtthe Jab Ali Qabre se Shafi O ZulfiqarEk Kohram Huwa Bapa Qabre Rasool ParItna Sataya Ummat Ne - Meri Batool Ko -Ya Rasool Allah MeriAy fatema tumhari judai sabse Azim musibat hai mere Liya, ab Mai jabtak zinda hu asu bahata rahunga tere Liya.....ya fatema zahraauto_stories
Ya Rasool Allah(saww) Meri Toot Gayi Hai Kamar
Zulfiqar Ali · Poet: Shafi Hussain · 1446
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.