Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ya zahra madarjaan

Shahid Baltistani · 2008

Ya zahra madarjaan..(2)ya zahra, zahra madar madarjaan1. Biz'ate qalb e nabi umme abeeha zehratere baba ne tujhe rutba diya maa jaisajab utha shab ki siyahi me janaza teraqabr e sarkar e do aalam se ye aati thi sadaaYa zahra madarjaan..(2)ya zahra, zahra madar madarjaan2. Ye sada dete hai khud haath ke chaale teretune hasnain ko paala hai badi mehnat sezeher shabbar ko mila yu mila mehnat ka silakhoo ugalte hue kehte the jigar ke tukdeYa zahra madarjaan..(2)ya zahra, zahra madar madarjaan3. Phir wo din aaya ke sarwar ne madina chhodateri turbat hui veeran basi karbobalaroze ashoor azan e ali akbar sunkarghar ki dehleez pe baithi hui sughra ne kahaYa zahra madarjaan..(2)ya zahra, zahra madar madarjaan4. Hogaya jung ka aghaaz sare karbobalasabse pehle gaya maidaan me hurr ka betabhai maara gaya fir hurr bhi gaya sue jinazakhm pe shaah ne rumaal jo bandha to kahaYa zahra madarjaan..(2)ya zahra, zahra madar madarjaan5. Us taraf zainab e dilgeer ye karti thi duamere farzand ho pyaase mere bhai pe fidapur asar saniye zehra ki dua hoke rahilaash bacho ki jo dekhi to ye zainab ne kahaYa zahra madarjaan..(2)ya zahra, zahra madar madarjaan6. Laut kar aaya na saqqa e haram darya sehogaye haath qalam teer kaleje me lagehogaya thanda alam sheh ki kamar toot gayitod kar kooza sakina ne kaha rote hueYa zahra madarjaan..(2)ya zahra, zahra madar madarjaan7. Ek kohraam bapa khaima e sarwar me huaghar se atthara baras wala jo maqtal ko chalabarchi akbar ke kaleje se jo sheh ne khaichihaath seene pe rakha aur ye akbar ne kahaYa zahra madarjaan..(2)ya zahra, zahra madar madarjaan8. Door bano se hua haaye wo nanha bacchaloriya deti hai besheer ko ab khaak e shifache mahine ke mujahid pe qayamat guzriteer khakar ali asghar ke tabassum ne kahaYa zahra madarjaan..(2)ya zahra, zahra madar madarjaan9. Sheh ne rehan rakha sajda e mabood me sarshimr ka chalne laga sukhe gale par khanjaryaad aane lagi maa alame tanhai merukh baqiyya ki taraf karke pukare sarwarYa zahra madarjaan..(2)ya zahra, zahra madar madarjaan

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.