Ya zahra(Fatema Zahra) x4Warke matam sha, Aalam-e-waala, meera vad maula, sarwar-e-zahra (ahu wawayla) x2(Ya zahra) x6Ay meri bibitere dar pe istighaasa haitera mamnoon, meri shehzaadi ye jahaa(n) sara hai(Ya zahra) x4Tere baba ki jo wasiyyat haiUspe ummat ko kyu(n) shikayat haiAur tehreer jo huwi tukreWo ibaraat, teri muhabbat hai(Ya zahra) x4Ay meri bibiKhatm tumpe hi ibadat haiMere sajdo(n) ko teri ulfat ka hi sahara hai(Ya zahra) x4Tere bacho(n) se jisko pyaar nahiWo tere gham ka talabgaar nahiKheyl samjhe na wo tere gham koYe ibadat hai karobaar nahi BukuAgama(Ya zahra) x4Ay meri bibiYe khulus hai darvaisho(n) kaJinki tasbeeh, tere bacho(n) ka gham manana hai(Ya zahra) x4Waqt-e-akhir hai bas mera bibiAnginat hai, mere gunaah bibiWaasta tujhko tere bacho(n) kaBakhshwana mere gunaah bibi(Ya zahra) x4Ay meri bibiLab pe ye, dua hamari haiArsh mei bhi, bapa ho matam ye dil pukara hai(Ya zahra) x4
Ya Zahra sa
Shahid Baltistani · 1447
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.