Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ya Zahra Ya zahra

Shuja rizvi · 2012

ya zahra ya zahra..(8)1. Aadhi raat ki taariki me lekar chashme tar..(2)mere maula aa jate hai kabre zahra parhaaye karbe imaame zamaana kabre zahra parya zahra ya zahra..(2)2. Sar ko jhuka kar kabr pe aakar rote rehte haichupke chupke jaane kya kya maula kehte haisubbat alaiyya ki hai sadae marqad ke andarya zahra ya zahra..(2)3. Jaise baade asr hua tha laashe pisar ka haalmaa ki marqad ko kar daala zaalim ne paamaaldoor talak bus ret hai phaili mitti aur kankarya zahra ya zahra..(2)4. Ek shikasta pehlu ki aawaaz me kya hai dardarshe ilaahi kaap raha hai chehrae dee hai zarashk mei doobi hui mitti hai rote hai pattharya zahra ya zahra..(2)5. Ghaibat ke parde me hu mehroomi toh dekhedadi apne pote ki mazloomi toh dekhedaadi meri ankho me hai shaam kaa har manzarya zahra ya zahra..(2)6. Raat ki aus hai din ki dhoop ka hai aazaar yahaqabr ke upar saaye kaa bhi koi nahi imkaajaise zainab aur kulsum ke sar pe nahi chaadarya zahra ya zahra..(2)"bibi farmaati hai baaba aapke baad mujhpe wo musibate aayijo dino par padti to taareek raaton me badal jaatejo pahaado par padti to pahaad surme me badal jaateaaj bhi mahal shaah ke roushan haimagar teri kabr mutahhar pe na koi saaebaa hai na koi diya jalta haiajab nahi ke kabre paighambar se aawaaz aati ho7. Beti teri qabr pe abtak koi nahi saayajaise tha begoro kafan karbal me tera jaayakehti hai mitti mei ati yeh qabre paighambarya zahra ya zahra..(2)8. Arshe ilaahi hiltaa hai toh taare rote haidadi aapki mazlumi pe saare rote haigirya kunaa hai saare imaam aur saare paighambarya zahra ya zahra..(2)9. Marqad se aati hai sada yeh binte payambar kibeta tere karb se waqif hai teri daadimohsin ke bhi khoon ka badlaa wajib hai tujhparya zahra ya zahra..(2)10. Dadi aapke paas hai ab bhi kurta asgar kadadi mujhko bus lena hai mohsin kaa badlaaaap dua de khul jaae bus ghaibat kaa yeh darya zahra ya zahra..(2)11. Haath me hai is waqt bhi mere haider ki talwaarmai toh har ek surat me hu aane ko tayyarroke qamar maula ne kaha tayyar nahi lashkarya zahra ya zahra..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.