Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ya zainab

Ali Safdar · 2010

Ya Zainab ,Zainab... 3Ya Zainab, Zainab... 3Ya Zainab, Zainab... 3Ya Zainab , ZainabYa Zainab ya Zainab ...4Shaam me haq ka deep jalaya ya ZainabSoyee huwi duniya ko jagaya ya ZainabNasle imamat ko hain bachaya ya ZainabFarshe aza ka tun bichaya ya ZainabYa Zainab ya Zainab ya ZainabYa Zainab ya Zainab ya Zainab...2Nasre yazeedi tune dhaya ya Zainab ya ZainabKarbobala ko tune bachaya ya Zainab ya ZainabYa Zainab ya Zainab ya Zainab ya Zainab ...x2Tune badahe di hain zillat aye zaalimKhaak se kamtar teri hukumat aye zaalimDi hain hame Allah ne izzat aye zaalimAle nabi ne sar na jhukaya ya Zainab ya ZainabKhutbe se zaalim tharraya ya Zainab ya ZainabYa Zainab ya Zainab ya Zainab ya Zainab ...x2Aql me teri hikmat khaaliq kya aayeTu hain samajhta name ajal hain phelayeGher ke tujhko karbobala me hum laayeTune jab khutbe me bataya ya ZainabZalim ye sunkar ghabraya ya Zainab ya ZainabYa Zainab ya Zainab ya Zainab ya Zainab ...x2Binte Ali ne teghe zabaan se jaam maaraSham ki Jung yazeede khuchsar yu haraZaalim ko darbar me jakar lalkaraShaam me haq ka deep jalaya ya Zainab ya ZainabSoyee huwi duniya ko jagaya ya Zainab ya ZainabYa Zainab ya Zainab ya Zainab ya Zainab..x2Ruk se saare parde uthaye khutbe meAndho ko bhi chehre dikhaye khutbe meZaalim ko mare tamache khutbe meNazro se zaalim ko giraya ya Zainab ya ZainabChehrae fasiq tune dikhaya ya Zainab ya ZainabYa Zainab ya Zainab ya Zainab ya Zainab...x2Sabr ki buniyaad zamane me daaliRaste bayat taba kayamat hain khaliName yazeed ab hashr talak hain ek gaaliUsne kabhi fir chain na paya ya Zainab ya ZainabTere mukabil jo bhi aya ya Zainab ya ZainabYa Zainab ya Zainab ya Zainab ya Zainab..x2Khoone jigar se tune hain pala aabid koShaame gariban me hain sambhala aabid koJalte khayme se hain nikala aabid koYane imamat tune uthaya ya Zainab ya ZainabNasle imamat ko hain bachaya ya Zainab ya ZainabYa Zainab ya Zainab ya Zainab ya Zainab....x2Zaalim ne go zulmo sitam ki had kardiSar urya ta sehra laal ka dil zakhmiChhote bade sacche ke gale me ek rassiHausla tune itna dikhaya ya Zainab ya ZainabBacchi ne bhi sar na jhukaya ya Zainab ya ZainabYa Zainab ya Zainab ya Zainab ya Zainab..x2Jaake kaha yeh qabre nabi pe aye nanaPheke gaye the patthar ham par aye nanaNeel rasan ke haye muqaddar aye nanaKufo Shaam me hum ko firaya ya Zainab ya ZainabNauha yeh nana ko sunaya ya Zainab ya ZainabYa Zainab ya Zainab ya Zainab ya Zainab....x2Nauha kamar ke dil ne likha hain matam seZaahir haq Zainab ne kiya hain matam seNasre yazeedi gunj raha hain matam seShamme chirage sabr jalaya ya Zainab ya ZainabFarshe aza ka tun bichaya ya Zainab ya ZainabYa Zainab ya Zainab ya Zainab ya Zainab....x2Nasre yazeedi tune dhaya ya Zainab ya ZainabKarbobala ko tune bachaya ya Zainab ya ZainabYa Zainab ya Zainab ya Zainab ya Zainab....x2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.