Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ya zainab

Ali akbar ameen · 2016

Ya zainab...ya zainab(2)1)Dokhte payambar; aye binte haider;saniye zahra; hamsherey sarwarzainab...Sabre yaqoobi rah; gaya peechhe;sabr ko tere; har nabi dekherauze pe tere; kash ham hote...tere mahzar me; shaah ko rote..ya zainab zainab(4)2)dunya se kah do; gar che shaheed hai;bazoo kate hain; gar che jari ke;lekin...kaat dega wo; haath baatil ke,khud jari abbas; hain mohafiz tere,khud jari abbas; hain mohafiz tere,wo jari jiska; charcha hai ghar ghar,wo nigeh baane; khaahare sarwarBibi jaan zainab...Bibi jaan zainabYa Abbas Abbas(2)Bibi Jaan Zainab...Bibi Jaan Zainab3)Esa o maryam; ki aankhen hain nam,tere azizon; ka unko hai gham,bibi....tere khutbon ka; chaar sooo charcha,jin se larza tha; shaam aur koofa,lahja e haidar; toone apnaya,Aur paighaame; shaah pohchaya,Ammatus sadaat...Ammatus sadaatYa Haider Haider(2)Ammatus sadaat...Ammatus sadaat4)Mai tera saael; lutf o ata hoqismat me meri: karbobala homaula...aye khoda mera: aisa ho kirdaarkhud bulaen mujhe; sarware abraarbe haqqe sarwar; ho ata ya rabziyarate qabre; hazrate zainabya akha zainab...ya akha zainab(2)ya zainab zainab(2)ya akha zainab...ya akha zainab(2)5)Koofe ka darbaar; aur shami bazaartu ro rahi thi; hanste the aghyaarAllah...labo dandaane; ibne zahra parmarta tha chhadi; zaalime bad goharaur sakeena bibi; dekhti rah gaibaba ke sar ki; aisi be hurmatiya Husain Hussain..(6)6)tha ek bimaar; majboor o lachaarsajjade muztar;shah ka azadarhaye...hathkadi dale; bediyaan pahnetauqe gardan se; khoo,n laga bahnejis ke baba ka sar; rakkha hai naize parjis ki namoos hai; be reda dar badarya Sajjad Sajjad..(6)7)naushad o akbar; sab tere naukarsar peet,te hain; rote hain tujh parham kya...teri roodaad par; zulm o bedaad parkhud nabi rote hain; teri faryad paramma jaa,n fatema; kar rahi hain bukaakyun hua barbaad; aye khoda ghar meraya Zehra Zehra(6)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.