Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Yaa Abal Fazlil abbas

Raza Ali Rajani · 2014

Abbas Abbas AbbasYaa Abal Fazlil AbbasAab e Darya hai udaasYaa abal fazlil abbas1.Fauje hatth jaao ke abbas e Jari aate hain,Boli talwaar ke Khaibar k Ali aate hain.... x 2Pehenkar khoon ka libaasYaa Abal Fazlil abbas2.Neher ne shauk kiya aao aie Saqqa e HaramGaaddh do paani me tum Sibt e Payambar ka Alam...Rauza ho Darya ke paasYaa Abal Fazl...3.Katt gaye baazu toh tu Jaafar e Tayyar banaChhid gayi Mashk toh pyaso ka Alamdar banaUmr bhar ki thi yeh AasYaa Abal Fazlil Abbas4.Bole Abbas ke nazraana yeh mere SarkaarUmme Kulsum ki jaanib se hai Hadiya Maula...Kabhse thi mujhko yeh AasYaa Abal Fazl5.Pehle tum jaake sakina ko toh samjhaao HussainLaasha Abbas ka Khaymo mein na le jaao HussainAur baddh jaaegi PyaasYaa Abal Fazl6.Maujiza aisa toh humne nahi dekha koiRauze par se tere udd sakta parinda koiTere Gumbad ke hai paasYaa Abal Fazl..?7.Ek Armaan hai Sultan Karbala jaaunJabh Thikaane se lagu Tera Thikhaana paaunZindagi bhar ki yeh AasYaa Abal Fazlil….

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.