Allah HuAllah HuYaad Ata Hay Tera Darbar, Tera Darbar Ya AllahYaad Ata Hay Tera Darbar, Tera Darbar Ya AllahDour Say Kab Tak Main Dekhun Khana E KabaaAb Nahi Mujh Sey Raha Jata Mere MaulaRaat Din Aankhon May Bas Yeh Khuwab Rehta HayLab Pey Allah Humma Labbaik Ka Nara'aLabbayka -Allāhummalabbayka, labbaykalā šharīka laka labbayka,ʾinna al-ḥamda wa an-niʿmata lakawa al-mulk lāšharīkalakLabbayka -Allāhummalabbayka,1.Baandh Ker Miqaat Say Ehraam AoungaKhana E Qaba Kay Phir Chakker LagaongaHajr E Aswad Choom Lunga Apni Nazron SayHajj Pey Yeh Armaan Sarey Lay Key JaongaSurah E Hajj Parh Liya Qura'an May MaulaHay Safa Marwa Mere Osaan May MaulaJism To Mera Yahan Per Reh Gaya LekinRoh Hay Arfaat Kay Maidaan May MaulaYaad Ata Hay Tera Darbar, Tera Darbar Ya AllahYaad Ata Hay Tera Darbar, Tera Darbar Ya Allah2.Aey Khuda Aashiq Hun Main Ruqan E Yamani KaAab E Kusar Ki Tarhan Zamzam Ka Hun PiyasaAyaten Meccay May Hai Pehli Hui TeriDil Minaa Per Hay Mera Qurban Aey MaulaAankh Say Mahool Jannat Ka Nahi DekhaAger Tere Mehboob Ka Jalwa Nahi DekhaSari Duniya Dekh Ker Bhi Aesa Lagta HayKuch Nahi Dekha Ager Kaba Nahi DekhaYaad Ata Hay Tera Darbar, Tera Darbar Ya AllahYaad Ata Hay Tera Darbar, Tera Darbar Ya Allah3.O' Apney Bandon Say Ager Naraaz Hay MaalikPanjetan As Ka Wasta Raazi Ho Aey MaalikTou Ager Chahey To Ho Asaan Her MushkilRaastey Hum Per Safar Key Khool Dey MaalikLabbaik Allah Humma LabbaikLabbaik Allah Humma Labbaik4.Hay Takallum Muslimu Ko Dars Yeh Hajj KaSab Ka Andaz E Ebadat Aik Hi JesaMuttahid Ho Jao Ab To Aey MusalmanoMasjid Sab Ki Alag Hay Aik Hay KabaaAik Hay Kabaa, Aik Hay KabaaYaad Ata Hay Tera Darbar, Tera Darbar Ya AllahYaad Ata Hay Tera Darbar, Tera Darbar Ya Allah
Yaad aata hai tera darbar ya Allah
Shahid Baltistani · 2020
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.