Yasrab me qayamat barpa hai or shaam ka zindaa'n rota haiBaghdad ke pul pe jafar ke bete ka janaza rakkha haiJis baap ke ho atthara pisar ho uska janaza raste parAllah ye kaisa manzar hai ye soch ke dil tharrata hai..Yasrab me qayamat barpa hai or shaam ka zindaa'n rota haiZinda'n me guzari umre hazee uski ke jo jannat ka tha makee'nSajjad ke waris ka lasha masduro ne milke uthaya haiYasrab me qayamat barpa hai or shaam ka zindaa'n rota haiYa musse kazim walela ×2Ya musse kazim walela ×2Hoto pe raza ke nauha hai aflak main matam barpa hai...Yasrab me qayamat barpa hai or shaam ka zindaa'n rota haiMasuma e kum hai faryadi bechan hue phir shahzadiHai karbobala larza larza kohram najaf mae barpa haiYasrab me qayamat barpa hai or shaam ka zindaa'n rota haiSajjad ka har gham taza hua shabbir ka har gham taza huaAllah ye kaise qaidi ka gurbat me janaza utha hai..Yasrab me qayamat barpa hai or shaam ka zindaa'n rota haiAsbab e hazee'n jaa'n khote hai sar peet ke maula rote haiSaya hai jo ghamgeeno ka uspe hi ghamo ko saya hai..Yasrab me qayamat barpa hai or shaam ka zindaa'n rota haiKazim ke musibat ka nauha kab koi bashar likh paegaAakho se "AZEEM" aansu hai rawa magmun kalam me rasha hai..Yasrab me qayamat barpa hai or shaam ka zindaa'n rota hai
Yasrab me qayamat barpa hai
Murtuza Ali · 2015
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.