Qul la as'alukum 'alayhi ajran illa al-mawaddata fil-qurbaYeh izzatdaar gharana haiYeh izzatdaar gharana haiSyed sardar gharana haiYeh izzatdaar gharana haiMalika hain Khadija (s.a) is ghar kiMalika hain Khadija (s.a) is ghar kiMaalik Hasnain (a.s) ka Naana (s.a.w) haiYeh izzatdaar gharana haiSaari aayaat-e-QuraniIs ghar ki shaan mein utri hainYeh paak Mohammad (s.a.w) ka ghar haiYahan Fatima Zahra (s.a) rehti hainAawaaz yahan neechi rakhnaAawaaz yahan neechi rakhnaAllah ka yeh farmaana haiYeh izzatdaar gharana haiJo inka dushman hai us parAllah bhi laanat karta haiIs ghar mein rehne walon kaQur'an mein shajrah likha haiKaaba karta hai salaam uskoKaaba karta hai salaam uskoIs baat ko jisne maana haiYeh izzatdaar gharana haiYeh izzatdaar gharana haiSardar farishton ka aakarIs ghar mein jhulata hai jhoolaHaan takht aur taaj ko thukraakarAayi hain kaneezi mein Fizza (s.a)Naukar jo bhi hai is ghar kaNaukar jo bhi hai is ghar kaAndaaz uska shahana haiYeh izzatdaar gharana haiKhaali nahi jaata koi bhiSab ke daaman bhar jaateJab rotiyaan baanti hain Zahra (s.a)Yahan aasmaan waale aate hainBat'taa hai tabarruk ki sooratBat'taa hai tabarruk ki sooratIs ghar ka jo bhi khaana haiYeh izzatdaar gharana haiJis ghar par ho Ghazi (a.s) ka alamKarti hain Fatima Zahra (s.a) karamHum log Hussaini hain chhat parKyun na lehrayein yeh parchamYeh alam lagaane ka maqsadYeh alam lagaane ka maqsadDuniya ko yeh batlaana haiYeh izzatdaar gharana haiSadaqa yeh diya hai bachon kaBibi (s.a) ne apne naukar koFarhan inhi ki majlis neZeeshan banaya hai ghar koMera ghar koi aam nahi, is meinMera ghar koi aam nahi, is meinZahra (s.a) ka aana jaana haiYeh izzatdaar gharana haiIzzat jo badi thi toMuseebat bhi badi thiJo ghar tha Mohammad (s.a.w) ka, wahan aag lagi thiIzzat bhi badi, ghurbat bhi badiIzzat bhi badi, ghurbat bhi badiJis dar pe Nabi (s.a) karte the salaamUs darwaaze ko jalaaya gayaIzzat bhi badi, ghurbat bhi badiKaabe mein zuhoor hua jis kaMasjid mein us ko qatl kiyaIzzat bhi badi, ghurbat bhi badiPehlou mein Nabi (s.a) ke jo tha palaWohi pehlou mein na dafn huaIzzat bhi badi, ghurbat bhi badiJise Khuld se kapde bheje gayeBekafan raha uska laashaIzzat bhi badi, ghurbat bhi badiJo ghar Kauser ka maalik thaUse dasht mein pyaasa maar diyaIzzat bhi badi, ghurbat bhi badiQaaim tha parda jin se unheinBazaar mein laaye be-pardaIzzat bhi badi, ghurbat bhi badiHai jin ke sadqe mein duniyaHai un pe sadqa phenka gayaIzzat bhi badi, ghurbat bhi badiAazaad karaaye jo qaidiHaaye woh gharana qaid huaIzzat bhi badi, ghurbat bhi badiIzzat bhi badi, ghurbat bhi badiYeh izzatdaar gharana haiIzzat bhi badi, ghurbat bhi badi
Ye izzatdar gharana hai
Farhan · 2025
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.