Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ye kafela layja

Irfan Haider · 2002

Ye kafela layjaAle nabi ka kafela, jab shaam ko chala.Kehne lagi hussain se.Hamshir alvidaa.Ane lagi ik lashaye be sar se ye sadaa[Ye kafela layja zainab, kafela layja] ×2[Maine basayi karbala] ×3Tu shaam ko basaa[Ye kafela layja zainab, kafela layja] ×21. Kuch gham na kar jo raah me sehne hai sakhtiyaSajaad mera kafele ka honga sarwan[neze pe tere saath hi] ×3jayenga sar mera[Ye kafela layja zainab, kafela layja] ×22. Shiri ka ghar bhi raah me aayenga ay bahanTujko agar pehchan na paye wo purmehen[kehna ke pura hogaya] ×3waada ye gham zadaa[Ye kafela layja zainab, kafela layja] ×23. Ay zainab teri raah me ayenga ek makaamHatim bulaayenga wahaa le le ke sabkaa naam[karna wahaa bhi sabr tu] ×3karna na bad duwaa[Ye kafela layja zainab, kafela layja] ×24. Aysi bhi manzil raah me ayengi nawha gharUthegi teri simt jo na paak har nazar[quraan sunayenga wahi] ×3neze pe sar mera[Ye kafela layja zainab, kafela layja] ×25. ek aysi basti ayengi kuch pehle shaam setakseem hongi chaadare rahib ki naam se[phir chinlenge chaadare] ×3aakar wo ashkiya[Ye kafela layja zainab, kafela layja] ×26. Ay behna tera raah me hoga ye haal bhiBache judaa hojayenge jismo se khaal bhi[har ghaam tere haal pe] ×3rowengi sayidaa[Ye kafela layja zainab, kafela layja] ×27. Ja zainab ja abaad kar zindaane shaam koZainab sulaadena wahi us tishna kaam ko[jiske gohar bhi chingaye] ×3Daman bhi hai jalaa[Ye kafela layja zainab, kafela layja] ×28. Shahzadi meri shaam se aye jo karbalaKartithi apne bhayi ki markad pe ye buka[zindaan basaa ke aagayi] ×3tumne jo ye kahaa[Ye kafela layja zainab, kafela layja] ×2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.