Ye kehta hua doob gaya subha ka taaraaaj uth gaya duniya se gharibo ka saharaYe kehta hua doob gaya subha ka taara1. Afsos ke khud doob gaya apne lahu mein..(2)wo jisne ke islam ki kashti ko ubharaYe kehta hua doob gaya subha ka taara2. Mayyat pe hussain aur hasan ka ye bayaa'n tha..(2)baba nahi duniya mein to phir kaun hamaraYe kehta hua doob gaya subha ka taara3. Zainab ne kaha phir mujhe ek baar dikha do..(2)Ab laut ke aaenge nahi baba dobaraYe kehta hua doob gaya subha ka taara4. Chhayi hai udasi daro deewar haram par..(2)haye haye sare haider hua masjid mein doparaYe kehta hua doob gaya subha ka taaraAaj uth gaya duniya se gharibo ka saharYe kehta hua doob gaya subha ka taara
Ye kehta hua doob gaya subho ka taara
Syed Razi Haider · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.