[arze karbala arze nainawa] ×2[arze arze karabala] ×3 ay arze nainawa(Ye maahe muharram he ye ayyame aza heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa he)1. Is maah mein luti gayi zehra ki kamayiTalwar Muhammad ke nawase pe chalayiis maah mein jibreel se nauha ye suna heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa he2. Is maahe muharram ne qayamat ye dikhayiIs chaand ne sughra ko khabar jaake sunayiVeeran madina he basi karbobala heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa he3. Is maah mein saadaat ne din kaise guzareMasum ko pani na mila nehr kanareKya zulm Muhammad ke gharane ne saha heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa he4. Jab chaand muharram ka nazar aata he humkoSajda he azaakhana to yaad ataa he humkoIs chaand mein khu(n) aale Muhammad ka baha heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa he5. Aashur ka din bhool na paayega zamaanaLuta gaya us roz Muhammad ka gharanaUs roz se dunya mein bichhi farshe aza heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa he6. Kya hosle maaon ke the kya sher the bachheWoh maqsade zehra thi ye haidar ke iraadeIn maaon se bachhon se bani khake shifa heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa he7. wo auno Muhammad ali akbar ali asgharwo qasime naushah woh abas-e-dilawarmaqtal inhi shehzadon ke zakhmon se saja heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa he8. [Ho sarwaro rehan shanawar ke ali jee] ×2He naukri virse me hussain ibne ali kiAwaazo qalam donon isi dar ki ata heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza heMatam ye muhammad ke nawaase ka bapa he[arze karabala] ×3 ay arze nainawa
Ye mahe muharram hai
Nadeem Sarwar · 2009
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.