Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Yeh Janaza Hai Ali Ka

Nadeem Sarwar · 2012

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Haaye Ali Maula x2Yeh Janaza hai ali ka x2Yeh Janaza Hai Ali ka, Shah-e-Khayber Geer ka, Yeh janaza hai Ali Ka x3Aaj baba margaya hai, Shabbar o Shabbir kaYeh janaza hai Ali kaYeh janaza hai Ali ka shah e khayber geer kaYeh janaza hai Ali kaFatima Zehra ke marqad se sada anay lagi x2 Haye sada anay lagiYeh Masayib reh gaya tha, kya meri taqdeer kaYeh janaza hai Ali kaYeh janaza hai Ali ka shah e khayber geer kaYa Rasool Allaha ye Jibreel ne rokar kaha x2 Haye ye rokar kahaAik halqa aur toota, noor ki zanjeer kaYeh janaza hai Ali kaYeh janaza hai Ali ka, Shah e khayber geer kaYeh janaza hai Ali kaKyun chalayi tegh Haider par bin e muljim bata x2 Ay bin e muljim bataQatl quran kar diya kaata galaYeh janaza hai Ali kaYeh janaza hai Ali ka shah e khayber geer kaYeh janaza hai Ali kaGhum Ali ki betiyon ka phir se taza hogaya x2 Haaye taza hogayeGhum abhi bhooli kahan theen, Madare dilgeer kaYeh Janaza hai Ali kaYeh janaza hai Ali ka shah e khaber geer kaYeh janaza hai Ali kaNazron main janay Ali ko, Kya khayal ata raha x2 Haye khayal ata rahaMun kabhi Zainab ne dekha, Aur kabhi Shabbir kaYeh janaza hai Ali kaYeh janaza hai Ali ka shah e khayber geer kaYeh janaza hai Ali kaBetiyoon ko dekhti hain aur rote hain Ali x2 Haaye rote hain AliHaaye wo zaalim tasawwur shaam ki tash’eer kaYeh janaza hai Ali kaYeh janaza hai Ali ka shah e khayber geer kaYeh janaza hai Ali kaBhote se Abbas bhi rote hain sar ko peet kar x2 Haaye sar ko peet karBachpana Abbas ka aur Zakhm dil par teer gayaYeh janaza hai Ali kaYeh janaza hai Ali ka shah e khayber geer kaYeh janaza hai Ali kaBaap ki mayyat se Zainab ka lipatna baar baar x2 Haaye lipatna baar baarDil hila deta tha rona shah ki humsheer ka kaYeh janaza hai Ali kaYeh janaza hai Ali ka shah e khayber geer kaYeh janaza hai Ali ka

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.