Hayya alal azaaHayya alal bukaHayya alal azaaHayya alal bukaHussain ya hussain maula hussain hussain..(2)Zabt e girya matam e sarwar mein ho sakta nahi..(2)Sar jhuka kar baith jo..(2)majlis mein ro sakta nahiZabt e girya matam e sarwar mein ho sakta nahiHussain ya hussain maula hussain hussain..(2)1. Haq e girya hum azadaro se hoga kya adaa..(2)Haq e girya hum azadaro se hoga kya adaaAbr ka tukda samandar ko bhigo sakta nahiZabt e girya matam e sarwar mein ho sakta nahiHussain ya hussain maula hussain hussain..(2)2. Munkir e matam ke maathe par hai wo daaghe siyaah..(2)Munkir e matam ke maathe par hai wo daaghe siyaahAab e zam zam se wuzu bhi jisko dho sakta nahiZabt e girya matam e sarwar mein ho sakta nahiHussain ya hussain maula hussain hussain..(2)3. Aatish e dozakh bujha deta hai jab ashk e azaa..(2)Aatish e dozakh bujha deta hai jab ashk e azaaKya ye aasu zulm ki duniya dubo sakta nahiZabt e girya matam e sarwar mein ho sakta nahiHussain ya hussain maula hussain hussain..(2)4. Karwatein jalti zamee'n par sheh ki jisko yaad hai..(2)Karwatein jalti zamee'n par sheh ki jisko yaad hairoz e ashura to wo bistar pe so sakta nahiZabt e girya matam e sarwar mein ho sakta nahiHussain ya hussain maula hussain hussain..(2)5. Shaah kehte the ye duniya bhi hai ibrat ki jagah..(2)Shaah kehte the ye duniya bhi hai ibrat ki jagahmar gaya beta jawa'n aur baap ro sakta nahiZabt e girya matam e sarwar mein ho sakta nahiHussain ya hussain maula hussain hussain..(2)6. Nazm hai ye yaa dure shehwar ki ladiya anees..(2)Nazm hai ye yaa dure shehwar ki ladiya aneesJohari bhi is tarha moti piro sakta haiZabt e girya matam e sarwar mein ho sakta nahiHussain ya hussain maula hussain hussain..(2)
Zabt e girya
Shahid Baltistani · 2021
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.