Zahoor kab hoga[Zahoor Kab Hoga] ×4 [khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hoga[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogaandhairi dunya me roshan ye noor kab hoga[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogaTarap rahain Hain is hasrat me aaj ham molakhuda ke waste ab kijiye karam molaye haal hai(n) ke nikalta hai apna dam molajabeene dhundti hai aap ke qadam mola[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogaandhairi dunya me roshan ye noor kab hoga[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogaTumhi Se Milne ko ham jamkaran tak pohnchejahan pe aaye ali us makan tak pohnchesamandaron me phire har jahaan tak pohnchenishani hai jo teri us nishan tak pohnche[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogaandhairi dunya me roshan ye noor kab hoga[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogagayi hai(n) jaisay zade pao(n) ghaibat e sughrausi tareekay se rukhsat ho gaibat e kubratumhare deed ki surat yehi hai ab molazamana daikhe imamat ka aakhri jalwa[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogaandhairi dunya me roshan ye noor kab hoga[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogakaray ge aap jo makkay se karbala ka safarhamara naam bhi ho kash farsare mehzarchalenge sath tumhare jo moniso yawarbas aisay waqt ka talib hai ye dil-e-muztar[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogaandhairi dunya me roshan ye noor kab hoga[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogatumhare naam pe sadqe karain ye sar kaisaylutaye shaam-e-gharibaa(n) me apna ghar kaisahamare haal hi ki pohnche tum ko khabar kaisayzahoor hoga tumhara yahan magar kaisay[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogaandhairi dunya me roshan ye noor kab hoga[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogabulaye jaayenge akber sunane koparenge dast bureeda alam uthane kochalenge jhoolay se asghar bhi muskurane komagar na jaaye ga ab koyi qaid khaane ko[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogaandhairi dunya me roshan ye noor kab hoga[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogaama saron se bhi chin jai gi rida ki qasamdua kalejo se uthe ka kerbala ki qasamadu koyi na bacha ga yaha(n) khuda ki qasamkatenge dast e sitam baazu-e-wafa ki qasam[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogaandhairi dunya me roshan ye noor kab hoga[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hoga"abad" to aaj hai sarwar ke sogwaro(n) meikhuda kare ke yehi kal ho un baharo(n) meipaye jihad ho maqtal ke sab sawaro(n) meilahu "abad" ka bhi shamil ho jaanisaro(n) mei[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hogaandhairi dunya me roshan ye noor kab hoga[khabar to do] ×3 mere mola zahoor kab hoga
Zahoor kab hoga
Ali Safdar · 2008
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.