Azadari MediaAzadari Media

Zahra Darbar Ja Rahi Hai

Mir Shah Rizwan · 2026

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
haq mangne ko zahra darbaar ja rahi haitaqdeer mujh ko kaise ye din dikha rahi hai1aisa sila diya hai ummat ne mujh ko babatukre sand ke leke teri beti a rahi hai2ao madad ko baba ake mujhe bacha loummat ye jalte dar ko mujh pe gira rahi hai3ghar ko jalaya mera pahlo bhi tood dalababa tumari ummat kiya zulm dha rahi hai4kaise baton baba main kaise ji rahi honmujh ko sahara de ke fizza utha rahi hai5ma' n tum se fir mile gi karbobala men betaao husain mil lo amma bula rahi hai6kaise bataon inko ab ma'n nahin mile gibachchon ko bas gale se roke kar laga rahi hai7har zakhm ki khabar hai fizza ko mere bababachchon ko kaise fizza rokar sula rahi hai8pahoche na un ko sadman is waste ali sezakhon ko teri beti har din chipa rahi hai9Rizwan jane kaisa ummat ne zulm dhayaAb tak nabi ki beti ansu baha rahi h✍️Mirshah Rizwan

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.