Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Zahra ki dua hai

Shadman Raza · 2012

zahra ki dua haibismillahir rahmanir rahimallaahumma kun lewaliyyekal hujjat ibnil hasansalawaatoka alayhe wa alaa aabaaehifi haazehis saa’ate wa fi kulle saa’ahwaliyan wa haafezan wa qaa’edan wa naaseranwa dalilan wa aynan hattaa tuskenahu arzaka taw’anwa tomatte’ahu fihaa taweelaazahra ki dua haighaibat se nikal aaye khudaya mera betazahra ki dua haikoyi to uthale mere shabbir ka laashazahra ki dua hainanne ali asghar ka lahu abh bhi ravaa haiab tak ali akbar ke kaleje me sina haimehdi mera aa jaaye to sine se laga lezahra ki dua haighaibat se nikal aaye khudaya mera betazahra ki dua haihay khanjar se gala kath gaya wo gurz wo bhaleis  laash pe ghore hai abhi dorhne waalekoyi mere shabbir ke laashe ko uthaalezahra ki dua haighaibat se nikal aaye khudaya mera betazahra ki dua haighaazi ki mohabbat ho hussaini ka ho kirdaarmisam ka saliqa ho khomeini ka ho kirdaarhar ek azaadaar ye kirdar banaa lezahra ki dua haighaibat se nikal aaye khudaya mera betazahra ki dua haihaay wo darbadari kufe ke darbaar ka badlaabaaqi hai abhi shaam ke darbar ka badlaaallah mere laal ko ghaibat se nikaalezahra ki dua haighaibat se nikal aaye khudaya mera betazahra ki dua haipyaasa mera shabbir hai ghaibat me hai betawho khatm ho ab jaisi musibat me hai betahar ek azaadaar agar dil se bulaalezahra ki dua haighaibat se nikal aaye khudaya mera betazahra ki dua haikehti hai qamar pyaare hai ye maatami saarelaashon ko uthaate hain azaadaar hamaareallah azaadaaron ki naslon ko batchaalezahra ki dua haighaibat se nikal aaye khudaya mera betazahra ki dua hai

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.