Zainab-e-Hazine ManZainab-e-Hazine Man, Khwahram Khuda HafizZainab-e-Hazine Man, Khwahram Khuda Hafiz X 2Alwida Daridah TanAlwida Daridah Tan, Khwaharam Khuda HafizZainab-e-Hazine Man, Khwahram Khuda Hafiz X 2Man Kai Bi Alamdaram, Bai Mueen Bai Yaram X 2Az Hayat Bai ZaaramAz Hayat Bai Zaaram, Khwaharam Khuda HafizZainab-e-Hazine Man, Khwahram Khuda Hafiz X 2Aye Meri Behan Zainab Ghaar Tere Hawalae Hai X 2Jo Laaeq-e-Sajda Hai Sar Uske Hawalai Hai X 2Bas Chalnai Ku Hai Hay KhanjarBas Chalnai Ku Hai Hay Khanjar, Khwaharam Khuda HafizZainab-e-Hazine Man, Khwahram Khuda Hafiz X 2Khanjar Meri Gardan Pai Jab Shimr Chalaega X 2Reh Reh Kai Mujhe Tera Chehra Nazar Ayega X 2Tu Hogi Barhaina SarTu Hogi Barhaina Sar, Khwaharam Khuda HafizZainab-e-Hazine Man, Khwahram Khuda Hafiz X 2Zindan Kai Andhere Main Jab Roie Meri Bachi X 2Dil Joie Bohut Karna Us Waqt Behan Us Ki X 2Mar Jaie Na Oh Ghut KarMar Jaie Na Oh Ghut Kar, Khwaharam Khuda HafizZainab-e-Hazine Man, Khwahram Khuda Hafiz X 2Zindan Sai Riha Ho kar Jab Suie Watan Jana X 2Jo Zulm Huwae Ham Per Sughra Ku Oh Batlana X 2Ham Qatl Huwe Kiyun KarHam Qatl Huwe Kiyun Kar, Khwaharam Khuda HafizZainab-e-Hazine Man, Khwahram Khuda Hafiz X 2Puche Jo Sakina Ko Bimar Mere Dukhtar X 2Batlana Kai Zindan Main Oh Margaie Ro Ro kar X 2Ay Zakhm Bhi Hai Dil ParAy Zakhm Bhi Hai Dil Par, Khwaharam Khuda HafizZainab-e-Hazine Man, Khwahram Khuda Hafiz X 2Kehna Teri Furqat Main Akbar Bhi Tarap Ta Tha X 2Sota Tha Sar-e-Maqtal Jab Khat Tera Aya Tha X 2Sine Pe Sina Kha KarSine Pe Sina Kha Kar, Khwaharam Khuda HafizZainab-e-Hazine Man, Khwahram Khuda Hafiz X 2Har God Main Dhundhegi Sughra Ali Asghar Ku X 2Tum Khud Hi Bata Dena Bimar Ku Muztar Ku X 2Nawaq Laga Gardan ParNawaq Laga Gardan Par, Khwharam Khuda HafizZainab-e-Hazine Man, Khwahram Khuda Hafiz X 2Maarae Gaie Saab Bahena, Hum Reh Gaie Ab Tanha X 2Es Aalam-e-Ghurbat Main, Mushkil Hai Mera Jina X 2Maarai Gaie Sub DilbarMaarai Gaie Sub Dilbar, Khwaharam Khuda HafizZainab-e-Hazine Man, Khwahram Khuda Hafiz X 2Rehaan Bhot Roie Zainab Ye Bayan Sun Kar X 2Kehnai Lagi Bhai Kai Sine Pe Oh Sar Rakh Kar X 2Dil Duba Hai Ye Sun KarDil Duba Hai Ye Sun Kar, Khwaharam Khuda HafizZainab-e-Hazine Man, Khwahram Khuda Hafiz X 2
Zainab-e-Hazine Man Zainab-e-Hazine Man, Khwahram Khuda Hafiz
Nadeem Sarwar · 1990
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.