Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Zainab ka tha nawha

Tejani Brothers · 2006

Zainab ka tha nawha[Wawayla haaye wawayla] ×2[Zainab ka tha nawha me lut gayi baba jaan] ×2 Zainab ka tha nawha[Pardes me ghar ujra haay] ×2 me lut gayi baba jaan[Zainab ka tha nawha me lut gayi baba jaan] ×2 Zainab ka tha nawha[Athara baras ka akbar che maah ka mera asgher] ×2 Che maah ka mera asghar[Pyaasa hi gayaa maraa haay] ×2 me lut gayi baba jaan[Zainab ka tha nawha me lut gayi baba jaan] ×2 Zainab ka tha nawha[Ik raat ka dulha qasim pamaal huwa maqtal mai] ×2 pamaal huwa maqtal mei(Khu(n) rung huwa sehra haay) x2 me lut gayi baba jaan[Zainab ka tha nawha me lut gayi baba jaan] ×2 Zainab ka tha nawha[Do laal mere the dono bhayi pe fida kardaale] ×2 bhayi pe fida kardaale[Phirbhi na bachaa bhaya haay] ×2 me lut gayi babajaan[Zainab ka tha nawha me lut gayi baba jaan] ×2 Zainab ka tha nawha(Rukhsaar sakina ke zakhmi hai tamacho(n) se) x2 Zakhmi hai tamacho(n) se[Daman bhi jalaa uska] ×2 me lut gayi baba jaan[Zainab ka tha nawha me lut gayi baba jaan] ×2 Zainab ka tha nawha[Baba mere sarse chadar zalim ne utaari hai] ×2 Zalim ne utaari hai(Balo(n) se kiya parda haay) x2 me lut gayi babajaan[Zainab ka tha nawha me lut gayi baba jaan] ×2 Zainab ka tha nawha[Jhula ali asgher ka jalte huwe dekha hai] ×2 Jalte huwe dekha hai(Kaise na karu(n) giriya haay) x2 me lut gayi babajaan[Zainab ka tha nawha me lut gayi baba jaan] ×2 Zainab ka tha nawha(Ik mere akele bhayi ko maara hai hazaaro(n) ne) x2 maara hai hazaaro(n) ne[Bekafan rahaa lashaa] ×2 me lut gayi baba jaan[Zainab ka tha nawha me lut gayi baba jaan] ×2 Zainab ka tha nawha["Rehan" nabi zaadi wo shaam ki shahzaadi] ×2 Wo shaam ki shahzaadi[Karti rahi wawaila haay] ×2 me lut gayi babajaan[Zainab ka tha nawha me lut gayi baba jaan] ×2 Zainab ka tha nawha

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.