Haye Bazaar-e-Shaam JaakarZainab ko Ghazi Yaad Aya (3)Haye Bazaar-e-Shaam JaakarZainab ko Ghazi Yaad AyaZainab ko Ghazi Yaad Aya (3)Aankhon se khoon jari, Sar pe rida nahi thiZakhmi haram ke dethe, Koi dawa nahi thiJab duray lage badan par,(2)Zainab ko Ghazi Yaad AyaZainab ko Ghazi Yaad Aya (3)Sadat pa ba rehna, Katon bhare the rasteRote the jab ye qaidi, Bedard log hastheJab dekhi sina pe chadar,(2)Zainab ko Ghazi Yaad AyaZainab ko Ghazi Yaad Aya (3)Hamsheer Royi uspar, Taqdeer royi usparBeemar jab bhi roya, Zanjeer royi usparHai ghalion pe barse pathar,(2)Zainab ko Ghazi Yaad AyaZainab ko Ghazi Yaad Aya (3)Jo margaye haya thi, Rahon me be rida thiYe soch kar ye zainab, Bas mehre marsiya thiHai sheeren ke ghar me jaakar (2)Zainab ko Ghazi Yaad AyaZainab ko Ghazi Yaad Aya (3)Is se badi qayamat, Kya aur hogi logonAbid ne apne sar ko, Kyun na uthaya sochoWoh kehta tha bas ye rohkar(2)Zainab ko Ghazi Yaad AyaZainab ko Ghazi Yaad Aya (3)Abba ki behen par, Ek aisa waqt aayaDarbar me sitam ke, shimr-e-leyin pukaraHai kaun shah ki khwahar, (2)Zainab ko Ghazi Yaad AyaZainab ko Ghazi Yaad Aya (3)Nikli thi jab woh ghar se, manzaar woh yaad aayaNazrein jhukao logon, Abbas ne kaha thaAb shaam mei khule sar(2)Zainab ko Ghazi Yaad AyaZainab ko Ghazi Yaad Aya (3)Athara bhaiyon ki, Hamsheer aur khule sarAye logon taras khao, Zainab ko dedo chadarFiza jo boli rokar (2)Zainab ko Ghazi Yaad AyaZainab ko Ghazi Yaad Aya (3)Darbar mei gayi thi, Ek roz Fatima bhiEk rida thi sar par, Beton se thi tassaliYaad aaya use ye manzaar, (2)Zainab ko Ghazi Yaad AyaZainab ko Ghazi Yaad Aya (3)Ghuziri jo bibiyon par, kya shadman sunayeMazhar mera kaleja, Sadmo se phat na jayeBas roko qalam ye kehkar (2)Zainab ko Ghazi Yaad AyaZainab ko Ghazi Yaad Aya (3)
Zainab Ko Ghazi Yaad Aya
Shadman Raza · 2006
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.