hussain jaata hai marne ko ay meri zainabkhareeb aa gaya ab waqt e aakhri zainabsalam tumpe ay baba ki laadli zainabzainab ne kaha kaun hai pardes may merakyun jaate ho tum chor ke bhaiya mujhe tanhazainab ko har ek mod pe tadpayegi dunyayaad aaoge bhaiyabaad aapke hoga meri ghurbat ka ye aalamus waqt ghareebi bhi karegi mera matamsadaat ko jab raah may dega koi sadqayaad aaoge bhaiyazainab ko har ek mod....yaad aayega bhaiya mujhe armaan tumharatum dekh nahi paaye ho akbar ka jo sehradawaat koi shadi ki madine may jo dekhayaad aaoge bhaiyazainab ko har ek mod....is maah se mansooob thi bhaiya meri khushiyanthi sab se badi eid meri teesri shabanshaban ke jab chand ko dekhegi ye behnayaad aaoge bhaiyazainab ko har ek mod....itna tha khayaal aap ko parde ka baradarle jaate thay tum raat ko amma ki lehad parab dekhegi zainab ke khule sar ko ye dunyayaad aaoge bhaiyazainab ko har ek mod....deedar bhi hojayega beti ke bahanekya shaam ke zindan may aaoge sulaanesoyegi nahi jab meri lori se sakinayaad aaoge bhaiyazainab ko har ek mod....hota tha takallum yun juda bhai behan sejis tarha koi rooh nikalti ho badan sesheh ran ko chale kehti rahi saniye zehrayaad aaoge bhaiyazainab ko har ek mod....
zainab ko har ek mod pe tadpayegi dunya
Shahid Baltistani · 2012
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.